Post by Mohammed Aarif Waghoo on Mar 2, 2015 11:17:05 GMT 5.5
Firqa E Ahle Hadees Ka Kehna Hai Ke Kisi Imam Ya Ulama Ki Taqleed Ki Zarurat Nahi Hai Kyunke Hadeeso Me Sab Kuch Bata Diya Gaya Hai Lehaza Ulama Se Puchne Ki Kya Zarurat Hai ? Agar Maujuda Ahle Hadees Ghair Muqallid Hazraat Apne Dawa Me Sach-Che Hai Toh Darj E Zeal Sawaalaat Ka Quran Ki Ayaat Ya Saheeh , Sarhi , Marfu , Muttasil , Ghair Mu-Aariz , Ghair Mansookh Hadees Se Jawaab De.
♦1. Ek Shaks Ke Muh Me Masnui Daath Ka Chaukda Laga Huva Hai Toh Wazu Aur Ghusl Karte Waqt Usko Yeh Daah Nikaalna Zaruri Hai Ya Be-Ghair Nikaale Bhi Uska Wazu Aur Ghusl Hojayega ?
♦2. Saheeh Hadees Me Hai Ke Jab Imam Ameen Kahe Toh Tum Bhi Ameen Kaho.Agar Kisi Ghair Muqallid Shaks Ne Imam Ke Peeche Sureh Fatiha Shuru Ki , 3 Ayaat Hi Padhi Thi Ke Imam Ne Ameen Kehdiya Toh Wo Bhi Ameen Kahe Ya Us Hadees Ki Muqalifat Karke Khamosh Rahe ?
♦3. Isi Tarah Agar Ek Shaks Namaz Me Zam Sureh Pehle Padhe Phir Sureh Fatiha Padhe Isi Tarah Dusra Shaks Ek Rakaat Me 3 Sajde Karle Toh Sajde Sahu Se In Dono Ki Namaaz Hojayegi Ya Namaaz Lautaani Padhegi , Ya Dono Ki Zarurat Nahi ?
♦4. Roza Me Injection Ya Inhailer Lena Ya Cigarette Peene Se Roza Tootta Hai Ya Nahi ? Agar Toot Jaata Hai Toh Injection Wa Gaira Lena Wale Shaks Par Kuf-Faara Bhi Laazim Hoga Ya Sirf Qaza ?
♦5. Kisi Mareez Ko Tandurust Aadmi Ka Khoon Ya Koi Aazu Dena Durust Hai Ya Nahi ?
♦6. Ramzaan Me Maghrib Ki Azaan Roza E Iftaar Karne Se Pehle Dijaye Ya Iftaar Ke Baad ?
♦7. Agar Koi Shaks Radio Ya Tv Par Aayaat E Sajda Sune Toh Sunne Wale Ko Sajde E Tilaawat Karna Hoga Ya Nahi ?
♦8. Aaj Kal Bahut Si Cheezo Qisto Par Baichi Aur Kharidi Jaa Rahi Hai , Jisme Cheez Ki Naqd Aur Aadhaar Qimat Me Bahut Farq Hota Hai Aisa Baichna Aur Qareedna Jayez Hai Nahi ?
♦9. Share Bazaar Me Rupiya Lagana Jayez Hai Ya Nahi ? Concrete Road Ka Kya Hukum Hai ?
♦10. Ghair Muqallideen Ki Masjid O Ke Imam Wa Mauzin , Imamat Wa Azaan Ki Ujraat Lete Hai Ya Muft Me Yeh Khidmat Anjaam Dete Hai ? Ahar Ujraat Lete Hai Toh Kya Huzur Sallallahu Alaihi Wasallam Aur Hazrat Bilaal Radhi Allahu Anhu Bhi Ujraat Lete The.
♦11. Maujuda Daur Me Alcohol Mili Huvi Allopathic Dawaiyo Ka Istemaal Jayez Hai Ya Nahi ?
♦12. Maujuda Zamane Me Sadqa Fitr Roze Ka Fidya Kis Miqdaar Se Ada Kiya Jaye ?
♦13. Ek Musalmaan Shaks Ka Inteqaal Hogaya Uske Qareebi Rishte Daaro Me Baap , Ek Haqiqi Maa, Aur Sauteli Maa , Do Biwiya , Teen Ladke , Teen Ladkiya , Chaar Bhai , Do Bhene , Pach Poothre , Teen Bhatije Che Bhaanjiyaa Aur Ek Sautelaa Ladka Hai.Abhi Tarke Taqseem Nahi Huva Tha Ke Baap Aur Bhai Ka Inteqaal Hogaya. Us Shaks Ka Maal Waariseen Me Kis Tarah Taqseem Kiya Jayega. ?
Note: Tamaam Ghair Muqallideen Ahle Hadees Bhaiyo Se Guzarish Hai Ke Apne Dawe Ke Mutabiq Tamaam Sawaalaat Ke Jawaabaat Quran Ki Ayaat Ya Sahih , Sarhi , Marfu , Muttasil Ghair Muariz Hadees Se De. Uiama Se Puche Be-Ghair Khud Padh Kar Tehqeeq Karke De. Qiyaas Ya Rai Se Kaam Na Le , Kyunke Ghair Muqallideen Ke Mashoor Wa Mayanaaz Ulama Ke Kehne Ke Mutabiq Sabse Pehle Qiyaas Karne Wala Iblees Hai.Aqwal E Rijaal , Qiyaas Aur Rai Ke Shirk Ko Muqallid Par Chorde.