Post by Mohammed Aarif Waghoo on Mar 2, 2015 12:08:21 GMT 5.5
Mujhe ye keh kar Ahle Hadees (Gair Muqallid,Wahabi) banne ki Dawat di gayi k Ahle HadeesMazhab me Ummatiyo k Qaul wa Raaye ki bajaye Deen ka har Mas’ala khaalis Quran-oHadees se bataya jata hai. Chunancha main ne is Daa’we ki Haqiqat janne k liye mandarjah zeil sawalaat mukhtalif Ahle HadeesUlama se kiye Lekin Khaalis Quran-o-Hadees kbadle khaalis gaaliyon se aur Nazeeba kalmat se jawab diya gaya.Lehaza Main Ahle Hadeeson k is jhoote Daa’we par matla’a hone k baad na sirf ye k Ahle Hadees mazhab me dakhil na huwa balke Maininki gumrahi se bachne par ALLAH Ta’ala kaShukr adaa kiya, wo Sawalaat ye hain!
(1) LAA ILAHA ILLALLAH MUHAMMADUR RASOOLULLAH: Ye kalmah Sahih hai ya Galat?Agar Sahih hai to isee tarteeb k sath dono juzey ikhatti inhi alfaz k sath Quran Majid ya Sihah Sittah me dikha de aur wo Hadees puri sanad aur Arbi alfaz k sath tehreer karde aur agar galat hai to iska A’laan farma de aur likh kar de dein.
(2) Baaz Ahle Hadees Ulmaa kehte hain k LAAILAHA ILLALLAH MUHAMMADUR RASOOLULLAH pardhne k liye nahi balke sirf jhande par likhne k liye hai ye Sach hai ya Jhoot? Agar jhoot hai to jin logon ne ye baat kahi hai wo gunahgaar hoye Ya nahi inko Taubah karni chahiye Ya nahi? Auragar Sach hai to wo Hadees nakal farma de jisme Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ho k ye kalmah sirf jhande par likhne k liye hain pardhne k liye nahi. Neiz ye bhi batade k jo Log ye Kalmah zabaan se pardhte hainwo Gunahgaar hain Ya nahi?
(3) Hadees ki Tareef ye ki jati hai Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka Qaul, Fea’l aur Taqreer yani doosre aadmi k kaam par Aap(Sallallahu Alaihi Wasallam) ka sakoot karna ye Tareef Quran me hai Ya Hadees me, agar Quran me hai to wo Aayat pardh de aur Hadees me hai to wo Hadees sunade balke Aayat wa Hadees tehreer karde.
(4) Kya Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam)ne Hadees par amal karne ka Hukm diya hai?
Kya Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Hadees par amal karne ki targeea di hai?
Kya Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Hadees par amal na karne ki koi waeed sunayihai?
Is par Aap Aik Hadees Ba-Hawala tehreer farma de, Lekin yaad rakhe k Hadees k Lafz ki sarahat ho Aur agar Aap k Nazdeek Hadees aurSunnat Aik Cheez hai, to is par Hadees paish kare jis me Nabi Pak (Sallallahu AlaihiWasallam) ne farma diya ho k Hadees aur Sunnat Aik Cheez hai, Aap apni Raaye paish nakare. Neiz agar Hadees aur Sunnat Aik Cheez hai to kya wajag hai k Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Ahadees me Sunnat par amal karne ka hukm diya hai.Sunnat par amal karne ki targeeb di hai Aur Sunnat se A’raaz karne par waeed hai. Kisi Aik Hadees me bhi Lafz Hadees bol kar amal karneka Na Hukm hai Na Targeeb hai. Aur Na hi Hadees par amal Na karne par koi waeed hai.
(5) Kya kisi Hadees me sarahat hai k RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ahle Hadeesthe Ya Muhammadi the? Kya Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Jamaat Sahaba’e Kiram (Raziallahu anhum) “Jamaat Ahle Hadees”Ya “Muhammadi Jamaat” rakha hai? Kya Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne apne 23saalah Zamana’e Nubuwwat me sirf Aik martabaapne liye Ya 1 Lakh 24 Hazar Ya kam-o-besh Sahaba’e Kiram (Raziallahu anhum) me se Aik Sahabi k liye Ahle Hadees Ya Muhammadi kaLafz istemal farmaya hai? Kya kisi Sahabi ne kisiTa’baee ne kisi Taba-Ta’baee ne kisi Muhaddis ne kisi Faqih ne kisi Mufassir ne Farangi Dour se pehle apna Laqab Muhammadi rakha hai? Aur is naam par jamaat banayi hai? Ba-Hawala tehreer farma de.
(6) Masjid k Mehraab aur Minaar banane ka Hadees me hukm hai ya nahi? Agar hukm hai to Hadees tehreer farma de Aur agar ye hukm nahihai to Baitullah Aur Masjid-e Nabvi k Minaar Bid’at hai ya nahi? In ko banane aur in kihifazat karne wali hukumat Bid’ati hai ya nahi?Aur Aysi Bid’t wali Masjid me Namaz ka kya hukm hai? Agar Ahle Hadees Makkah wa Madina par Qabiz ho jaye to wo Baitullah aur Masjid-e-Nabvi k Minaar Baaqi rakhenge ya giradenge?
(7) Makkah wa Madina me Namz-e-Janazah jo Hanfiyo ki tarah pardha jata hai, jab k Gair Muqallideen ka tariqa iske khilaf hai? In me se konsa tariqa sahih hai konsa galat hai? A’imma Harmain jo Hanfiyo ki tarah Namaz-e-Janazah pardha rahe hain wo Quran-o-Hadees se mun’harif hoye hain ya nahi? Inke mutalliq kya Fatwa hai? Aur jin logon ko Makkah wa Madina me mout naseeb hoti hai aur inki Namaz-e-Janazah Hanfi tariqe k mutabhk A’imma Harmainpardhte hain. Wo log Namaz-e-Janazah k bagair dafan hoye ya nahi? Agar wo Namaz-e-Janazah k sath dafan hoy ….