Post by Mohammed Aarif Waghoo on Jun 16, 2015 14:17:34 GMT 5.5
DEOBANDIYON KE KUFRIYA AQAID
AQEEDA # 1:"Gaib ki baaton ka jesa Ilm Huzoor (Aleh Salaam) ko hai, aesa Ilm Zed O Umar, bachon aur Paglon ko, balkay tamaam jaanwaron ko haasil hai, Rasool Ki Takhsees nahin"Hawalay k liye dekhiye kitaab ( Hifzul Eemaan, Page: 8, Musannif:
Molvi Ashraf Ali Thanvi, Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya Company Deoband aur Kutub Khana Aezaziya Deoband)
AQEEDA # 2:"Huzoor (Aleh Salaam) ko Aakhri Nabi samajhna Awaam ka khayal hai, Ahl E Ilm ka nahin"( Tehzeer Un Naas, Page: 3, Musannif: Molvi Muhammad Qasim Sahab Nanatwi, Shae Karda: Kutub Khana Aezaziya Deoband)
AQEEDA # 3:"Huzoor (Aleh Salaam) k baad koi Nabi peda hojae to phir b Khatmiyat E Muhammadi main kuch faraq na aaega"(Tehzeer Un Naas, Page: 25) Note: Yahi Aqeedah Qadiyaniyon ka b hai
AQEEDA # 4:"Shetaan O Malakul Moat ko tamaam Roe Zameen ka Ilm hai, aur Huzoor (Aleh Salaam) k Ilm se Ziyada hai"(Buraheen E Qaatey, Page: 55, Musannif: Molvi Khaleel Ahmed Ambethvi, Shae Karda: Kutub Khana Imdadiya Deoband)
AQEEDA # 5:"Namaz main Huzoor (Aleh Salaam) ka khayal Ghaday aur Bail k khayal main Doobne se bura hai"(Sirat E Mustaqeem, Page: 97, Musannif: Molvi Ismail Dehelvi, Shae KArda: Kutub Khana Ashrafiya, Raashid Company Deoband)
AQEEDA # 6:"Har makhlooq bara ho ya chota, ALLAH ki shaan main Chamaar se b Ziyada Zaleel hai"(Taqweet Ul Eemaan, Page: 13, Mussannif: Molvi Ismail Dehelvi, Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya, Raashid Company Deoband) Note: Har Makhlooq main Huzoor (Aleh Salaam), aue Deegar Ambiya b aate hain..
AQEEDA # 7:"Huzoor (Aleh Salaam) ki Taazeem baray bhai ki si Kijiye"(Taqweet Ul Eemaan, Page: 52) Note: Kiya Huzoor (Aleh Salaam) ki izzat bas baray bhai jitni karni chahiye?? yeh sawaal khud se puchen k hum apne baray bhai ki kitni izzat karte hain, Aur kiya Huzoor (Aleh Salaam) dono jahanon ki remat ka bas yahi darja hai??
AQEEDA # 8:"Huzoor (Aleh Salaam) ka Yom E Meelaad manana Kanhaeiyya (Cow) k janam din manane ki tarah hai" (Buraheen E Qatay, Page: 152)
AQEEDA # 9:"KHUDA TA'ALA JHOOT Bol sakta hai" (Mas'ala Imkaan Kazab), Buraheen E Qatay, Musannif Molvi Khaleel Ahmed Sahab Anbethwi.
AQEEDA # 10:"KHUDA TA'ALA ko Jagah aur Zamana aur Murkab hone, aur Mahiyat se PAK maanna BIDDAT hai. (Eezaa Ul HAQ, Musannif Molvi Ismail Dehelvi Sahab).
AQEEDA # 11:"KHUDA TA'ALA ko Bandon k Kaamon ki Pehle se KHABAR nahin hoti, Jab Banday achay ya Buray kaam karlete hain, tab us ko maaloom hota hai". (Balagtal Heraan, PAGE#57, Musannif MOLVI HUSSAIN ALI SAHAB, SHAGIRD-E-RAHEE D AHMED SAHAB).
AQEEDA # 12:"Aamaal main Bazahir Ummati, NABI se k Baraabar hojaate hain, Balkay Barh bhi jaate hain". (tehzeer Un Naas, Matboo'a Dar Ul Asha'at, Karachi, Musannif MOLVI MUHAMMAD QASIM SAHAB, Baani- E-DEOBAND MADARSA)
AQEEDA # 13:"HUZOOR (ALEH SALAAM) ka Misal-O- NAZEER mumkin hai". (Yakroozi Musannif Molvi Ismail Sahab Dehelvi,
Matboo'a Farooqi, PAFE#144)
AQEEDA # 14:"HUZOOR (ALEH SALAAM) ko bhai kehna Jaez hai q k AAP bhi Insaan hain". (Buraaheeen-E-Q ATAY, Musannif MOLVI KHALEEL AHMED SAHAB O Taqweet Ul Eemaan Musannif MOLVI ISMAIL SAHAB DEHLVI)
AQEEDA # 15:"HUZOOR (ALEH SALAAM) ko Urdu bolna Madarsa-E-DEOBA ND se Aaya" (Buraaheen-E-QA TAY, Matboo'a Daul Asha'at Karachi, Molvi KHALEEL AHMED)
AQEEDA # 16:"Main ne HUZOOR (ALEH SALAAM) ko Khuwaab main dekha k Mujhey AAP Pul-E-Siraat par le gae, aur Kuch Aage ja kar dekha k HUZOOR (ALEH SALAAM) Giray ja Rahe hain, to Mene HUZOOR (ALEH SALAAM) ko GIRNE se roka" (Balagtal Heraan, Mubbashiraat Musannif MOLVI HUSSAIN ALI SAHAB
AQEEDA # 17: Deoband Mureed ne Khuwaab main Apne Peer ka Kalma parha (Yaani Kalmay main MUHAMMAD UR RASOOL ALLAH ki Jagah AHRAF ALI RASOOL ALLAH (MazALLAH) PArha).. aur in k Peer ne Yaani ASHRAF ALI SAHAB ne kaha k"IS Waqiye main Tassalli di gai hai k Jis ki Taraf tm Rujo'o karte ho, woh Ittaba'a Sunnat hai". (Ba hawal: Kitaab Ul Imdaad, PAGE#35, Mutba'a AL IMDAAD Ul MUTAABIK, Thaana Jhoon INDIYA, Musannif ASHRAF ALI THANVI)