Post by Mohammed Aarif Waghoo on Jun 17, 2015 9:52:00 GMT 5.5
Wahhabiyat-o-Najdiyat Fitney ki Peshan Goi
Aayiye Deikhate Hein Wahabiyat Ki Paishingoyi Aur Iska Paishawa Mohamad Bin Abdul Wahab Najdi Ka Zahoor.01) NABI (Sallallahu Alaihi Wasallam ) k pas ek Gustakh aya jiski Darhi Ghani,sir munda (takla), Tehband TAKHNO SE (kuch zayada he) UNCHA or AaNKHO K DRMYAN SAJDAY K NISHAN thy,
APNE Frmaya k, "sirzameen-e-Najd se Iski Nasal se ek Qaom niklegi k Tum Apni Namazon Or Rozon ko unki Namazon or Rozon k Aagy Haqir Jano ge,Quran Tmse Acha Prhen gy Lekin unk Halaq se niche ni Utre ga,Deen se Aese Nikal Jaenge Jese Teer Kaman se nikal jata hy, ye log nikalte he rahenge yahan tk K Inka akhri giroh Dajjal K sath nikle ga"
(BukhariJ2,P624TirmiziMusndJ04 P424,)
kch smjhy kon hn ye Deo Wahabi?
02) Sarkar (Sallallahu Alaihi Wasallam ) k pas jo Gustakh apni tehband ko takhno se (kuch zayada he) upar uthae or ghani darhi k sath Sar Mundway hoe Aaya tha uska nam "Zul khuwaisira " tha or uska talluq Qabila-e- banu tamim se tha
(Bukhari J1 P501)
03) Imam-e-KABA Allama Ahmad bin Dehlaan Makki (Aalaehir-rahma) Likhte hain k "Ye Maghror M Bin Abdul Wahab Najdi B Banu Tamim se he tha to aain mumkin hai k wo Zul'Khuwaisrah tamimi ki Nasl se ho,Jis k bare men Hadees i hai k Is ki Nasl se aik Qom Nikle gi".(is hadees ki tafseel sms 01 & 02 men guzar chuki hai)
(Ad'darar us SunniyaPg#51)
04) Hazrat Ibn-e-Umar radi Allahu anhuma frmaty hn k Rasool-ALLAH (Sallallahu Alaihi Wasallam ) ne MASHRIQ ki janib Ishara kr k frmaya k is jaga se shaitan ka seengh niklega"
(BukhariJ1 P522)
Jazira-e-Arab k mashriq me Najd waqy hy orNajd he k ilaqe Hanfia k ek Maqam Aain'ya me Muslima kazzab paida hoa Phr 1100 sal bad 1703 me wahan he Muhammad bin Abdul Wahab Najdi paida hoa (Jisne aaqaid-e-Islam ki dhajjiyan urra di or wahabiyat ki bunyad rakhi)
kuch samjhy Ye aakhir Ilm-e-Ghaib-e-Mustafa pr e'tiraz & Najd ka nam Riyaz rakhny ki waja kya hy?
05) Hadees "Najd me (eman-o-Aaqaid k) ZALZALE or FITNY hongy,or wahan se Shaitan ka SINGH nikle ga".
(Tirmizi, Bab-ul-ManaqibH 3953)
22-Sep-1934 Najad (Jazira-e-Arb k Mashriqi sooby) k aik Saudi Qabily ne Muslmano ki Khilafat-e-Usmaniya ko tor kr jazira-e-Aarab ki Pak sirzameen pr qabiz hoe or uska nam Saudi Aarab rkha,aaj B wo aarz-e-muqaddas uni fitna parwar Najdiyon k tasallut men hai.
Sochny ki bat ye hai k kya khilafat-e-Usmaniya k afraad ( jo aold-e-Usman-e-Ghani se thy) wo aarabi na thya ya Sahaba ki nasal se na thy?
Agar aesa nai hai aur yaqinan nai haito phir kya un aolad-e-Sahaba ka qatl-e-aam kr k Haram pr qabzy krne waly muslman hoskty hain??
Zaror sochen
06) Huzoor (Sallalaho Alehe wassallam) ne frmaya" Wahan (Najad) se shetan k 2 pairokar niklen gy".
(BukhariJild 01 Pg 141.TirmiziJild 02 Pg 234)
Allama Ahmad bin Zeni Dehlan Makki aalaehir rahma frmaty hain k "Is se Murad Musailma Kzzaab aur Muhammad bin Abdul Wahab Najdi hai".
(Ad'darar-us-SunniyaPg 50)
07) Aqaa Sallallahu Alaihi Wasallam ne Frmaya,"Inki Alamat Sar Mundwana hy"
(BukhariJ2 P1128)
Imam-e-kaba,Ustad-e-AaLA Hazrat Allama Ahmad bin Zeni Dehlan Makki (Aalaehir rahma) Isk bare me Likhte hn k,"Ye Hadis Najdiyon k bare me Sareeh ( Wazeh) hy,Muhammad bin Abdul Wahab Najdi K Rad k lye to ksi ko koi Kitab likhne ki b Zarurt nhi,Isk Rad k lye to SARKAR ka ye Frman he kafi hy".
(Ad'darar-us-SunniyaPg42)
08) NABI (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne frmaya,"Mujhe tm pr us shakhs ka Khauf hy jo Quran parhe ga or us pr Quran ki Ronaq Dekhi jaegi or Usne Islam ki chadar orh li hogi Phr ALLAH jidhar chahe ga Usko Behka dega, wo Islam ki chadar se nikal jaega or Apne (muslman) parosi pr Talwar chalae ga or us pr SHIRK KI TOHMAT LAGAE GA"
Sahabi n pucha 2no mese Mushrik kon hoga?
Frmya SHIRK KI TOHMAT LAGANE WALA"
Tabrani j20 p88
09) HADEES "Ye Muslmano ko Qatal krengy aur But'Parston ko chorden gy".
(Bukhari H 6880 berot)"
M.Bin Abdul wahab Najdi 13ven Sadi ki Ibtida me"NAJAD"se Zahir hoa,Q k Ye Aqaid-e-Batila o Fasidah rkhta tha Is lye isne AHL-E-SUNNAT WA JAMA'AT se Qatl o Qital Kiya,un k Qatal ko ba'is-e-sawab bataya,or Hazaron Muslman is k Hathon Shahid hoe.:-(
(Ash Shihab-us-saqib az Husain AhmadPg42)
10) Is Dajjali Giroh jis ki ka'e Nishaniyan (maslan Sar mundwana, Takhno se tehband waghera ka kuch ziyada he Unchy rakhna, Muslmano ko Qatal krna) aap ne mustanad Ahadis o Aqwal se mulaheza frmae,ab zara in gustakho pr ghazab e'lahi ka aik andaz denkhen,chunancha NABI aalaehis salam ne Frmaya,"Ye Tamam Makhloq se Badtareen hain".
(Musnd Imam AhmdJ04 Pg424)
11) NABI Sallallahu Alaihi Wasallam ne Frmaya,"Ye Tmam Makhlooq men Bad'tar hain".
(Musnd Imam AhmdJ4 Pg424)
kya aap janty hain k ye (Najdi) Badtaren Makhlooq Q hain???
"Hazrt Ibn Umar Farmate hain k Ye tamam makhloq men Bad'taren hain Q K ye Quran ki Un Ayaton ko Jo buto K bare men Nazil hoi hain unhe ALLAH walon pr chaspa krty hain".
(BukhariJ2 Pg 1024)
12) Imam-e-KabaMufti-e-Makka Ustad-e-ALA HAZRATAllama Ahmad bin Zeni Dehlan Makki Frmate hen k"M Bin Ab.Wahab Najdi ne jin Ayaton se Dalil pkri hai wo mushrikon k bare men hain, un Ayaton ko Muslmano pr lagaya aur Imam Bukhari ne Apni Sahih men H.Abdullah Bin Umar se KHAWARIJ ki Alamt Byan krte hoe riwayt likhi hai k jo Ayaten Kuffar K haq men nazil hoi hain unhe Muslmano pr lagate hain".
(Ad Darar Us SuniyaPg#47)
13) Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ne Dua ki "Ay ALLAH hamare Mulk-SHAM OR YAMAN me Barakat nazil Frma, logo ne arz ki k hmare Najd k liye B dua djye,AP ne phr Kaha, Ay ALLAH hamaray Mulk-SHAM OR YAMAN me Barkat nazil frma, Logo ne phr kaha k hmare Najd klye B dua kjye, toTisri bar AP ne Frmya k,"WAHAN (Najd me) ZalZalay Or Fitnay hn or waha se Shetan K Giroh (Hawari) Niklenge"
(BukhariJ1 P141TirmiziJ2 P234)
14) NABI Sallallahu Alaihi Wasallam k pas Qabila Banu Tamim aya, Apne frmaya Banu tamim basharat ho unhone kaha basharat to Aap dy chuky ab Kuch (maal)dijye, Is pr HUZOOR ka Chehra badal gya Phr Ahl-e-YAMAN se kaha k bashart Qabul karo to unhone kaha k humne Qubol ki"
(BukhariJ1 P453)
M.bin Ab.wahab Najdi ka Ilaqa NAJD or Qabila Banu tamim he tha,or ap ne mulaheza kiya k wo jaga or Qabila 2no he NABI ki bashart se mehrom rha
15) NABI Sallallahu Alaihi Wasallam ne Yaman ki tarf nazar ki (phr) Iraq ki tarf nazar ki (aur phr) Shaam ki tarf Nazr ki aur Dua Frmai "Aay ALLAH IN K DILON KO MERI TARAF MAIL Farma".
(Kanzul-UmmalJ17 Pg136 Beroot)
¤Baaz (Najdi) Hazraat logon ko Is ghalat fehmi men Mubtala krte hain k Ahadees men jo sirzameen-e-Najd ki mazammat aae hai us se murad Iraq hai.lekin mazkura Hadis se Wazeh ho gya k Iraq k liye to NABI aalaehis salam ne Dua frmai hai, Lehaza Najd se murad saudiya ka wahi shehar hai jis ka nam badal kr Riyaz rakh dya gya hai (ta k muslmano ko gumrah kiya jasaky)
16) "Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ne Sham ki tarf nazr ki aur Dua Frmai Aae ALLAH In k Dilon ko apni ita'at ki tarf mail frma or Ink Ird Gird apni Rahmaton ko ghayr dy,phrYaman-o-IRAQ ki tarf nazr ki or Isi trha Dua frmai".
(Musannaf-ibn-e ShaibaJ11 Pg251)
Is se wazeh hogya k IRAQ K Ird Gird to ALLAH ki Rhmaten hain,Jbk Najd k bare men to nam lekr, Ishara kr k, Samt bta kr frmaya k wahan se fitna-e-Azima uthy ga. (shayd yehi waja hai k saudiyo ne Najd se m.bin A.w.Najdi k fitny k bad muslmano ko us fitny se be khabar rakhny k liye us (Najd) ka nam badal kr Riyaz rakh diya hai)
ap ne guzishta 16 sms me az ru-e-Hadees is Ummat k fitna-e-Azima (najdiya) ko mulahaza kiya,aaeye ab is zamany menus fitny k aala karon ko pehchane,
"Wahabi us jam'at ko kaha jata hai jo Muhammad bin Ab.Wahab Najdi k motaqid-o- Pairokar hn"
(Mufti Shafi Deo-bndi, Imdad-ul-MuftiyenJ2 Pg149)
Sir Sayyad Ahmad khan Angrezon k dor ka Waqiya byan krta hy k "Molvi Husain Btalvi ne Bartanvi Hukumt Ko Khat likha k Srkari Tehriron me Lafz WAHABI ko Mansokh kr k AHL-E-HADIS kiya jae (Or Yun Inka nam Ahl-e-Hadis Hogya)"
(Maqalat SayyidP207)
Akabereen-e-deo-band ka iqar-e-wahabiyt ashraf ali thanvi Deo-bndi likhta hy,"Najdi to aqaid k mamly me acchy hn"
(Ifazaat-e-Youmya,J2 P402)
Molvi rashed ahmad gandgohi likhta hy"aqaid k mamly me to muqallid o ghair muqallid (deo & wahaby) barabr hn"
(fatawa rasheedya,Pg 511)
¤dekha aap ne akabrin-e-deo-band ne khd he ye iqrar krliya hai k dar haqiqt ye b B wahabi aur isi fitnay ka he hissa hain¤