Post by Mohammed Aarif Waghoo on Oct 8, 2015 9:29:15 GMT 5.5
Allahwalon Se Madad Maangna ( Roman)
Allahwalon Se Madad Maangna Na shirk hai, Na Biddat hai, Na Haraam hai”
ALLAH AZZWAJAL har tarah se Qadir e mutalak hone ke bawajood zate khuda ne apne bandon se MADAD talab farmayi hai.
Quran:
"Aey IMAAN Walon Agar Tum DEEN-e-KHUDA ki MADAD Karoge, To KHUDA Tumhari MADAD Karega &Tumhare QADAM Jama Dega"
( P.26/Sure MUHAMMAD )
HAZRAT ISHAA ALAIHISSALAAM Ne dusron se MADAD mangi:
Qur'an:
Ay Imanwalon !
Deen e khuda ke madadgar ho jeise ISHA BIN MARIYAM ne hawariyon se kaha tha koun hai jo ALLAH ki taraf hokar meri madad kare.
( S.SAFAK:14 )
HAZRAT MOOSA ALAIHISSALAAM Ne bandon ka SAHARAA maanga:
HAZRAT MOOSA Kalimullah ko jab tablig ke liye Firawn ke paas janeka hukm hua to unhon ne bande ki madad hasil karne ke liye bargahe ILAAHI AZZWAJAL me Arz ki:
QURAN:
Aur mere liye mere ghar walon me se ek wazir kar de. woh koun mera bhai haroon(Alaihissalaam) Is me meri Qamar Mazboot kar.
( SURAH TAHA : 29,31 PARA:16 )
NEK BANDE BHI MADAD (HELP) KARTE HAI:
QURAN:
To beshak ALLAH AZZWAJAL unka madadgar hai aur jibril(Alaihissalaam) aur nek Imaanwale aur uske bad farishte madad par hai.
( ATHARIM:4 PARA:28)
IMAAM BUSAIRI RAHMATULLAHIALAIH KASHIDA E BURDA ME MADAD KI DARKHAST KARTE HAI:
"Ay tamam makhlook se behtar meraa aap ke sivaa koi nahiu, jis ki mein panah loo mushibat ke waqt."
(KASHIDA E BURDA SAFA:36 ZIYAUL QURAN, LAHORE)
ALLAH TA'ALA jise Chahe Aulaad de
"ALLAH jise chahay Betiyan Ata farmae, aur Jise chahay Betay de".
(Surah e Shooraa, Aayat 49, Parah 25)
HAZRAT JIBRAEL (Alehi Salaam) ne kaha main tujhe Beta dun.
"(Hazrat Jibrael (Aleh Salaam) ne BIBI MARYUM sekaha) Kaha main tere RAB ka Bheja huwa hun, Taa k main t ujhe ek Suthra Beta dun"
(Surah Mariyum, Aayat 19, Parah 16)
Pehli Aayat main hai, k Aulaad sirf ALLAH TA'ALA Ata farmata hai, magar is k Bar'aqs HAZRAT JIBRAEL (Alehi SALAAM), Hazrat Mariyum se farmate hain, k main tujhe ek suthra beta dun, to kiya yeh SHIRK hogaya???
Is main Tatbee yun Qaem hogi, K ALLAH TA'ALA khud Aulaad Ata farmata hai, aur JIBRAEL (Aleh Salaam), ALLAH TA'ALA ki Ata se BIBI MARIYUM koBeta de Rahe hain, Lihaza in Aayat main Barabri ka koi Pehlu nahin, Q k ZAATI aur ATAAI barabar nahin hosakte, Jab barabri nahin paai gai, to SHIRK b na huwa.
JAB ALLAH TA'ALA NE MANAA NAHI FARMAYAA TO FIR KYUN WAHAABI DEOGANDI KO SAMANJ NAHI AATAA??
ALLAH KE SIVAA KISI AUR SE MADAD MAANGNA SHIRK HAI AISAA SOCHNA YE SAITAAN KA KHATARNAAK WAAR HAI.
Haa magar hamaraa Aqeedah ye zaroor hona chahiye ki haqeeqi MADAD karne Walaa ALLAH TA'ALAA hi hai. Aur Woh waseele ko pasand farmataa hai. Quraan w hadees se sabit hai.
WAHAABI NAJDI TABLIGI DEOBANDI AWAAM APNAA IMAAN DURUST KARLE.
Aaj le unki panaah, aaj madad maang unse,
Fir na maanenge qayamat me agar maan gayaa.
Oye Wahaabi deonadi, zakir Nalayak ki awlaad..
Fir Qayaamat me to tere baap ko bhi maanna padegaa.
Kisi bhi Wahabi k Paas jawaab hon to hi baat karey, aur faltu ke shirk aur haraam ke fatwe Apne paas hi rakhe, (40din me molvi banne wale log..)