|
Post by Mohammed Aarif Waghoo on Nov 10, 2015 9:41:34 GMT 5.5
Wahabi ghair muqalladin ki ek purani aadat hai jab in ke aqaid wa mamulat inki kitabon se exposed kiye jaate hain tu ye log i us molvi aur kitab ka inkar karna shroo kar dete hain khuc aisa hi haal nawab wahid uz zaman haidrabadi ka hai jab ulama e ahlesunnat ne wahid uz zaman ki kitabon se use expoed kiya tu wahabi is molvi ko apna maanne se hi inkar kar diya jab ki wahabion ki tareek per likhi gai apni tamam kutub men wahiz uz zaman ka zikr kiya hai sawal ye hai ki jab wahad uz zaman wahabi unka apna aalim nahi tha tu uska apni kitabon men kiyun zikr kiua gaya
Hai na tajooB ki baat
|
|