Post by Mohammed Aarif Waghoo on Nov 14, 2015 10:54:59 GMT 5.5
Ghair Muqallideen ke Khateeb wa Shaykh, Shaykh Tausuf ur Rehman Likhte hai ke
Kisi Giro ke Aqaid Uske Giro ke Ulama wa Akaabir Tai Karte hai.
Aaye Dekhte, Ghair Muqallideen wa Ahlehadees Ulama ne Apni Maslak ke liye kya Aqaid Tai Kare hai.
Ghair Muqallideen Ke Mujadid Nawaab Siddiq Hasan Khan Sahaab Likhte Hai :
Khuda Arsh Par Baitha Hai Aur Arsh Uska Makaan Hai Aur Dono Qadam Apni Kursi Par Rakhe Hai Aur Kursi Us Ke Qadam Rakhne Ki Jagah Hai Aur Zaat E Khuda Ki Jehat Fauq(Upar) Aur Tarf Uluu (Bulandi) Me Hai Aur Usko Fauqiyyat , Jehat Ki Hai Aur Wo Arsh Par Rehta Hai Aur Utarta Hai Har Shab Ko Taraf Aasmaan E Dunya Ke Aur Uske Liye Daahina Baaya Haat Aur Qadam Aur Hateli Aur Ungliyaa Aur 2 Aankhe Aur Mu Aur Pindli Wagaira Sab Cheese Bilaa Kaif(Kaifiyat) Saabit Hai Aur Jo Aayaate Is Bare Me Hai Sab Mukahmaat Hai Aayaat E Mutashaabiyyat Nahi.
(Risaalatul Ahtewaah Ala Masala Til Istewaa , Musanaffa Nawab Siddiq Hasan Khan – Mabu’aa Gulshan Ood , Lucknow)
Scan Page :
Ghair Muqallideen Ke Allama Waheed Uz Zama Sahaab Likhte Hai Ke
Allah Tala Jis Surat Me Chaahe Zaahir Hosakta Hai.
(Hadiyatul Mehdi : Safa 7 , 9)
Yaani Jis Tarah Isaayi Kehte Hai Ke Allah Tala Nauzbillah Isa Alaihis Salaam Ki Shakal Me Zaahir Huwa Aur Hindu Kehte Hai Ke Krishn Aur Ram Chandr Ki Shakal Me Zaahir Huwa.
Saamri Kehta Tha Ke Bachede Ki Shakal Me Zaahir Huwa. Ghair Muqallideen Ke Nazdeek Yeh Aqeede Durust Huwe.
Astagfirullah
Scan Page :
Waheed Uz Zaman Sahaab Likhte Hai Ke
“Aur Allah Taka Ke Sifat E Faaliya Haadisa Me Se Mazaaq Aur That-Ta Karna Aur Makr Karna Aur Dhoka Dena , Dau Lagaana Hai”. (Hadiyatul Mehdi : Safa 7)
Nauzbillah Aisi Ghatiya Cheezo Ko Allah Tala Ki Sifat Qaraar Diya Hai Aur Yeh Aqeeda Ghair Muqallideen Ke Usi Buzurg Ka Hai Jisa Ta’aruf AQEEDA NO 2 Me Guzar Chuka Hai.
Scan Page :
Ma’azallah
Mashoor Ghair Muqallid Abu Abdullah Qusuri Sahaab Likhte Hai :
Sab Af’aal Aur Aqwal E Anhazrat ﷺ Ke Tashri’e Aur Mehmood Hai Aur Ismat E Mutlaqa (Masoom Hona) Aap Ke Wastey Saabit Nahi Hai Warna Sahaba Aap Ke Baaz Khataao Par Aiteraaz Na Karte.
(Tehqeequl Kalaam Fii Masalatil Bai’ati Wal Ilhaam Bahawala Ghair Muqallideen Ke Mutalliq Arab Wa Ajab Ke Fatwe : Safa 24)
Scan Page :
Nauzbillah Billah
Ghair Muqallideen Ke Mashoor Aalim Muhammed Junagadi Sahaab Likhte Hai :
Suniye Janaab ! Buzurgo Ki Mujtahido Aur Imamo Ki Raaye , Qiyaas ,Ijtehaad Wa Istambaat Aur Unke Aqwaal Toh Kaha ?
Shariyat E Islaam Me Toh Khud Paighambar ﷺ Bhi Apni Taraf Se Be-Ghair Wahi Ke Kuch Farmaaye Toh Hujjat Nahi.
(Tareeq E Muhammedi : Safa 70)
Scan Page :
Nauzbillah
Ghair Muqallid Aalim Hussain Khan Sahaab Likhte Hai :
Ambiya As Se Ahkaam E Deeni Me Bhool Chook Hosakti Hai.
(Radd E Taqleed Bii Kitaabil Majeed : Muallafa Maulana Hussain Khan , Matbu’a Farooqi Delhi Bahawala Jamiush Shawaaid : Safa 14)
Note : Is Kitaab Par Maulwi Nazeer Hussain Dehelwi Aur Janaab Hussain Dehelwi Wagaira Akaabir E Ghair Muqallideen Ki Muhare Aur Dastakht Bhi Hai.
AQEEDA NO 7 :
12 IMAM AUR HAZRAT FATIMA MASOOM HAI
Mashoor Aalim Mulla Moin Tahtahwi Sindhi Sahaab Likhte Hai Ke
12 Imam Aur Hazrat Fatima Tuz Zehra Masoom Hai . Yaani Unse Khata Hona Muhaal Hai.
Neez Ismat E Anhazrat ﷺ Ki Aqli Hai Aur Ismat E Imam Mehdi Ki Naql Se Saabit Hai.
(Diraasaatul Labeeb : Safa 229 , 239)
Ghair Muqallideen Ke Allama Waheed Uz Zama Sahaab Likhte Hai Ke Hamaare Liye Jaayez Nahi Hai Ke Hum Degar Ambiya Ki Nabuwat Ka Inkaar Kare Jinka Zikr Allah Tala Ne Quraan Me Nahi Kiya Aur Kaafiro Me Tawaatur Ke Saat Wo Ma’aroof Hai.
Isme Koi Shak Nahi Ke Wo Naik Ambiya The Jaisa Ram Chandr , Laxman Kirshn Ji Jo Hinduo Me Hai Aur Zorasht Jo Farsiyo Me Hai Aur Confuse Aur Mahatma Buddh Jo Cheen Aur Japan Me Hai Aur Soqraat Aur Faisa Ghoris Jo Unaan Me Hai
Hum Par Waajib Hai Ke Hum Yu Kahe Hum Un Tamaam Ambiya Wa Rusol Par Imaan Laaye Aur In Me Se Kisi Ek Me Bhi Farq Nahi Karte Aur Hum In Sab Ke Farmaabardaar Hai.
(Hadiyatul Mehdi : Safa 85)
Scan Page :
Waheed Uz Zama Sahaab Likhte Hai :
Agar Koi Yeh Aqeeda Rakhe Ke Nabi ﷺ Ya Hazrat Ali RadiAllahu Anhu Ya Koi Aur Auliya Allah Me Se Aam Logo Se Zyaada Sun Sakta Hai Hatta Ke Tamaam Dunya Aur Zameen Ke Kinaare Dur Wa Nazdeek Se Sun Lete Hai Toh Yeh Shirk Nahi Hai. (Hadiyatul Mehdi : Safa 25)
Waheed Uz Zaman nazdeek Ghair Muqallideen Ke Aqaid Ko Bayaan Karte Huwe Likhte Hai Ke
Isse Yeh Baat Zaahir Hogayi Ke Aam Log Jo Ya Rasoolullah Aur Ya Ali Ya Ya Ghouse Pukaar Ne Se Hum Shirk Ka Hokum Nahi Lagaayege.
(Hadiyatul Mehdi : Safa 24)
Nabi E Karim ﷺ Har Din Aur Har Haal Me Momineen Ke Markaz Nigah Aur Aabideen Ki Aankho Ki Thandak Hai.
Qususan Ibaadat Ki Halaat Me Kyunke Is Halaat Me Inkeshaaf Aur Nuraaniyat Zyaada Qawi Aur Shaheed Hoti Hai.
Baaz Aarifeen Ka Qaul Hai Ke Tashahud Me Aaiyuhan Nabiyyu Ka Yeh Khitaab Mumkinaat Aur Maujoodaat Ki Zaat Me Haqiqat E Muhammadia Ke Saraa-At (Daaqil) Karne Ke Aitebaar Se Hai.
Chunaanche Huzur E Akram ﷺ Namaz Padhne Waalo Ki Zaat Me Maujood Aur Haazir Hote Hai Aur Isliye Namaz Padhne Waale Ko Chahiye Ke Is Baat Ka Qususiyyat Ke Saat Qiyaal Rakhe Aur Aap ﷺ Ki Is Haaziri Se Ghaafil Na HoTaakeFareeb Wa Ma’a-E-Yat Ke Anwaaraat Aur Marifat Ke Asraar Haasil Karne Me Kaamiyaab Rahe.
(Miskul Qitaam Fii Sharaahi Bughul Maraam : Safa 259-260)
Nauzbillah
Mashoor Ghair Muqallid Aalim Inaayat Ullah Asri Sahaab Likhte Hai :
Isa Alaihis Salaam Ki Waalda E Maajida Toh Apna Shauhar Bataa Rahi Hai ……………..Aur Baap Beta Bhi Dono Use Tasleem Farmaa Rahe Hai.
Magar Sadiyo Baad Logo Ne Unhe Bepidar (Beghair Baap) Bataaya Aur Aap Ki Waalda Ko Be-Shauhar Bataaya…Kya Khoob Hai.
(Oyoon E Zamzam Fii Milad E Isa Ibn Mariyam : Safa 40)
Scan Page :
Nauzbillah
Ghair Muqallideen Ke Munaazir Abu Kaleem Ashraf Saleem Sahaab Likhte Hai :
Har Nabi Ko Allah Ne Uski Shaan Wa Martabe Ke Mutaabiq Meraaj Karaayi, Hazrat Aadam Alaihis Salaam Ko Jungle Me Maqaam Tauba Par Meraaj Karaayi, Hazrat Nuh Alaihis Salaam Ko Jabal E Judi Ke Maqaam Par Meraaj Karaayi, Hazrat Ibrahim Alaihis Salaam Ko Aag Me Par Meraaj Karaayi, Ismail Alaihis Salaam Ko Churi Ke Neeche Meraah Karaayi, Aur Hazrat Isa Alaihis Salaam Ko Saleeb (+ Mark) Par Meraaj Karaayi.
(Mizaan Ul Mutakallimeen : Safa 36 , Bahawala Hadees Aur Ahle Hadees : Safa 38)
Scan Page :
Ghair Muqallideen Ke Baani Nawab Siddiq Hasan Khan Sahaab Ko Jab Koi Mushkil Pesh Aati Toh Is Tarah Madad Maagna Karte The.
“ Aye Mere Deen Ke Qibla Madad Lar , Aye Ka’aba E Imaan Madad Kar Aye Ibn Qayyim Madad Kar , Aye Qazi Shaukaani Madad Kar”
(Hadiyatul Mehdi : Jild 1 : Safa 23 , Matbu’a Shaukatul Islaam Banglore , Nafhut Taeeb : Safa 47 , 57))
Scan Page : Hadiyatul Mehdi
Wahabiyon Ahle Khabeeson abhi lagao apne mulla par SHIRK ka Fatwa
Ghair Muqallideen Ke Baani Nawaab Siddiq Hasan Khan Sahaab Nabi E Karim ﷺ Se Madad Talab Karte Huwe Yeh Sha’ar Kehte Hai :
Aye Mere Aaqa , Aye Mere Sahaare Aur Aye Mere Waseele Aur Aye Khushaali Wa Badhaali Me Meri Mata’a (Naafa Pahuchane waali cheez) meRota Girdh Gidaata Aur Thandi Aahe Bharta Aap Ke Darpe Aaya Hu , Aap Ke Alaawa Mera Koi Fareed Ras Nahi. Siwaaye Rahmatullil Alameen Meri Giraya Wa Zaari Par Rahem Farmaa.
(Hadiyatul Mehdi Haashiya : Safa 20 , Ma’asir Siddiqui : Safa 30-31)
WAHABIYON AHLE HAGGIESON LAGAO APNE MULLA PAR SHIRK KA FATWA
Scan Page : Hadiyatul Mehdi
Nawab siddiq Hasan Khan sahaab ke Ek Qaseeda se Hadiyatul Mehdi ke Haashiya me Likha hai:
ke Tafseer e Jamiul Bayaan ke Musannif ne bhi apni tafseer ki ibtedaa me Nabi e Karim ﷺ se Madad Talab Ki thi ,Agar Ghair Allah se Mutalliqan Madad Talab Karna Shirk hai toh Musannaf e Jamia ul Bayaan ka Mushrik Hona Laazim Aayega.
Toh Phir unki Tafseer par Kaise Aitemaad Kiya jaasakega Jabke Tamaam Ahle hadees unki tafseer ko maante hai.
(Haashiya Hadiyatul Mehdi : Safa 20)
Scan Page :
Aye Mehboob e Rabbaani Meri Taraf Dekho Aap ke Judaayi se Meri Jaan Nikalne Waali hai
Aur dard aur gham ne Mera Dil chur kardiya hai , Ab Aap Rahem Kijiye , Rahem Kijiye.
(Sawaaneh e Hayaat Maulwi Ghulam Rasool : Safa 161)
Waheed Uz Zama Sahaab Likhte Hai :
Pas Agar Yeh Af’aal Ta’azimiya Jaise Tawaaf Karna Ya Bosa Dena Ya Qiyaam Karna Jhukna Ya Ruku Karna Ya Sajda Nabi E Karim ﷺ Ya Kisi Wali Ki Qabar Ke Saamne Ho.
Maqsad Qabr Waale Ko Salaam Ho Ibaadat Na Ho Toh Shirk Nahi Hai. Ha Sirf Gunaahgaar Hoga.
(Hadiyatul Mehdi : Safa 15)
AHLE HAGGIESON KAM AZ KAM APNE BAAP KI HI BAAT MAAN LO
Scan Page :
Nawaab Siddiq Hasan Sahaab Qabro Se Faiz aur Ijma Zikr Karte Huwe Likhte Hai
Nawaab Sahaab Ke Farzand Ali Hasan Sahaab Uska Tarjuma Yu Karta Hai.
Is Masle Me Aur Is Amr Me Ke Irbaab E Sahaab E Dil Wa Auliya Wa Ambiya Alaihis Salaam Ki Arwaahe Muqaddasa Be-Ghair Rusoom Aur Bid’aat Ke Pabandi Ke Jo Asal Zalaalat Ka Shewa Hai Apne Munaasib E Haal Faiz Utaaye Toh Is Me Ulama Ka Koi Ikhtelaaf Nahi Hai.
(Ma’asir E Siddiqui : Jild 4 : Safa 128)
Scan Page :
Neez Nawab Sahaab Apne Waalid Ke Qabar Ke Bare Me Likhte Hai Ke
Aap Ki Qabr Shareef Par Hamesha Nur Rehta Hai Aur Log Usse Tabbaruk Haasil Karte The.
(At Tajal Mukallal : Safa 298 , Matbu-a’a Maktaba Darul Islaam)
AHLE HAGGIESON YE TUMHARA MULLA KYA LIKH KE GAYA LAGAO ISPE KUFR AUR SHIRK KA FATWA
Scan Page :
“ Mai Kehta Hu Ke Isse Wo Shuba Dur Hota Hai Ko Baaz Kamaql Hazraat Ki Taraf Se Saamne Aata Hai Ke Sulahaa Ki Quboor Ki Ziyaaraat Karke Unki Ruho Se Faiz Aur Baraakaat Aur Anwaar Ka Husool Kaise Mumkin Ho “.
(Hadiyatul Mehdi : Safa 63)
Scan Page :
Ilzaaman Isliye Likha Gaya Hai Ke Maujuda Ghair Muqallideen Ke Nazdeek Qabro Se Faiz Ka Aqeeda Kufriya Aur Shirkiya Hai , Isliye Unke (Maujuda Ghair Muqallideen Ke) Mazhab Ke Mutaabiq Unke Bado Ka Yeh Aqeeda Kufriya Aur Shirkiya Hoga.
Nawaan Siddiq Hasan Khan Sahaab Likhte Hai :
Masla E Wahtade Wujood Wa Shuhood Jisse Muraad Hasti E Haq Aur Naisti E Khalq Yaani (Sirf Allah Tala Ka Hona Aur Maqlooq Ka Na Hona) Hai Aur Aiteqaad Is Masle Ka Ruh Ur Ruh Hai.Ke Mai Masle Wahdate Wujood Ko Aqli Wa Naqli Dalail Se Saabit Karta Lekin Masla Yeh Hai Ke Koi Samjh Nahi Sakega ,
Aakhir Me Likhte Hai Ke Agar Haqiqatan Dekha Jaaye Toh Isme Koi Mabihin Niza (Jhangde Ki) Baat Nahi Hai Aur Kullu Shai-In Maa-Khallaahu-Baatilun (Isse Bardkar Nadaani Kya Hosakti Hai Ke Aadmi Har Martabe Aur Har Haal Me Ahkaam E Wujood Ka Munkir Ho) Aur Himmat E Ust Ke Maane Nauzbillah Shariyat Se Aazaad Hona Samjhe.
(Ma’asir E Siddiqui : Jild 4 : Safa 40)
Scan Page :
Ghair Muqallideen Wahjatul Wujood Ko Sufiya Ki Ek Istelaah Ke Bajaaye Aqeede Ka Unwaan Dete Hai Aur Phir Usko Kufriya Aur Shirkiya Aqeeda Kehte Hai.
Lehaaza Yeh Log Ghaur Kare Ke Unke Mazhab Ke Mutaabiq Unke Bade Is Aqeede Ke Qaayil Hone Ki Wajeh Se Kaafir Aur Mushrik Toh Nahi Huwe ?
Ghair Muqallid Aalim Mulla Moin Sahaab Likhte Hai :
Ke Jo Shaks Hazrat Imam Mehdi Alahis Salaam Ki Sach-Chi Muhabbat Par Faut Hogayi Aur Wo Imam Ka Zamaana Na Paasaka Toh Allah Tala Ijaazat Denge Yeh Ke (Hazrat Mehdi) Usko Zinda Kare Phir Wo Aapke Huzur Badi Kamiyaabi Payega Unke Nur Ke DhoniSe.Aur Yeh Rujat Unke Zamaane Me Hogi.
(Diraasatul Labeeb : Safa 251)
Scan Page :
Yeh Aqeeda Rujat Shiyo Ka Aqeeda Hai Jo Ke Baatil Aur Mardood Hai.LekinGhair Muqallideen Ko Bhi Yeh Aqeeda Pasand Aagaya Isliye Inhone Bhi Ikhtiyaar Karliya Hai.
Mashoor Ghair Muqallid Aalim Muhammed Yusuf Jaipuri Sahaab Ahnaaf Muqallideen Me Auliya Allah Na Hone Par Daleel Dete Hai Ke
“ Tabqaat E Ibn Rajab : Safa 202 : Jild 1 me Hai Ke Hazrat Peeraane Peer Se Pucha Gaya Hanbali Mazhab Waalo Ke Siwa Aur Mazhab Me Kuch Wali Huwi Hai Ya Nahi Farmaaya Ke Na Toh Huwe Aur Na Hi Hoge.”
(Haqiqatul Fiqa : Safa 183)
Scan Page :
Mashoor Ghair Muqallid Aalim Abdul Majeed Sohadrawi Sahaab Qazi Muhammed Sulaiman Mansoorpuri Ghair Muqallid Ka Waqia Bayaan Karte Huwe Likhte Hai Ke
Hazrat Qazi Sahaab Jab Bhi Lahore Tashreef Laate Toh Maal Road Par Hayaat Brothers Ke Yaha Qiyaam Farmaaya Karte The Fazl Kareem Bin Haaji Hayaat Muhammed Maalik Khurram Ka Bayaan Hai Ke Jis Makaan Par Tehra Karte The Uske Qareeb Ek Khanqah Thi Jo Ujdi Huwi Thi.
Ek Din Aapne Mujh Se Pucha Ke Kya Yaha Koi Qabar Hai Maine Arz Kiya “Ji Ha “
Aap Ne Kaha Aaj Raat Khaab Me Hume Wo Buzurg Mile Aur Kaha Ke Qazi Ji Aap Itni Baar Yaha Tashreef Laaye Magar Hume Ek Baar Bhi Nahi Mile.
Qazi Sahaab Ne Yeh Bhi Farmaaya Wo Bahut Naik Aur Saaleh Aadmi The Falah Jagah Ke Rehne Waale The.Edhar Se Guzar Rahe The Ke Inteqaal Hogaya.
Miya Fazl Kareem Kehte Hai Ke Uske Baad Jab Maine Uski Tehqeeq Ki Toh Wo Baatein Waisi Hi Saabit Huwe Jo Qazi Sahaab Ne Bayaan Farmaayi Thi Yaha Tak Ke Unka Naam Aur Pata Bhi Qazi Sahaab Ne Bata Diya Tha.
(Karaamaat E Ahlehadees : Safa 83-84)
Scan Page :
ye maujuda gair muqallid badmazhab Ke nazdiq shirkya aqeeda hai
Is se sabit hota hai ke gair muqallid badmazhab
Ke molvi mushrik hoke Mare Or agar wo mushrik nahi To kya maujuda gair muqalled badmazhab
Mushrik hai ?
Faisla maujuda wahabiyat khud kare
Mashoor Ghair Muqallid Aalim Ghulam Rasool Ka Waqia Likha Hai :
Haji Karamilaahi Miya Ne Bayaan Kiya Ke Meri Shaadi Ke Mauqe Par Meri Walida Ka Zaiwer Ghum Hogaya Tha. Jis Jagah Rakha Tha Bahut Hi Dafa Waha Dekha Lekin Kuch Pata Na Chala Aur Jagah Bhi Talaash Kiya Lekin Be-Faida , Meri Waalida Maulwi Sahaab Ke Khidmat Me Haazir Huwi Aur Zaiwer Gum Hoone Ka Zikr Kiya Aap Ne Farmaaya : Jao Jis Jagah Rakha Tha Wahi Pada Huwa Hai Meri Waalida Ne Phir Aakar Dekha Toh Zaiwer Ussi Jagah Par Pada Tha.
(Sawaaneh Hayaat Maulana Ghulam Rasool : Safa 104-105)
Scan Page :
Dusra Waqia :
Ek Hajjaam Aap (Maulana Ghulam Rasool) Ki Hajaamat Kar Raha Tha. Usne Kaha
Hazrat Mere Beta Kai Saal Se Bahar Gaya Huwa Hai Maloom Nahi Wo Kis Jagah Hai Zinda Hai Ya Margaya.Ek Hi Beta Hai Bahu Jawaan Hai Dua Farmaade Ya Mujhko Padhne Ke Waste Bataade Ke Aajaye , Aap Khamosh Rahe Hajjam Kehta Hai Ke Mujhe Aisa Maloom Huwa Ke Maulwi Sahaab Kuch Padhte Hai Jab Hajaamat Karaa Chuke Toh Maine Phir Arz Ki Aap Ne Farmaaya Wo Toh Ghar Roti Namkeen Na Khoot Ke Saat Kha Raha Hai , Jaakar Dekho.
Hajjam Kehta Hai Ke Mai Aap Ka Yeh Farmaan Sunkar Hairaan Reh Gaya Kyunke Mai Aapki Karaamaat Bahut Si Sun Chukka Tha Lehaaza Mere Dil Me Khayaal Paida Hogaya Ke Shayad Mere Beta Aagaya Ho , Jab Mai Ghar Gaya Toh Mere Beta Na Khoot Ki Roti Kha Raha Tha Usne Kaha Mai Sukhr Mulk Sindh Me Aata Goond Raha Tha Paani Lene Ke Waste Baher Nikla Hu.Maloom Nahi Kya Huwa Mujhe Kisi Ne Utaaya Palak Jhapak Ne Me Yaha Apne Gau Me Pahuch Gaya Hu Aur Mera Kul Samaan Aur Auzaar Waghaira Sukr Me Padhe Huwe Hai.
(Sawaaneh Hayaat Maulana Ghulam Rasool : Safa 107-108)
Scan Page :
NOTE :
Gair muqaled molvi ke haiyaate zindage ko dekh kar Yahi sabit hota hai ke mawjuda gair muqalled Gumraha hai.
Ya phir maujuda gair muqalled ye fatwa dede ke
Unke akabiren gumraha the
Faisla gair muqalled khud kare
Ke Mauza Maraaliwa Me Hamaara Ek Rishte Daar Sultan Ahmed Naami Rehta Tha , Bada Muttamawwil (Maaldaar) Aadmi Tha Unka Ham Saaya Ek Lohaar Tha Jo Naami(Mashoor) Chor Tha.
Bewa Sultan Ahmed Sahaab Ne Mere Saamne Bayaan Kiya Ke Maine Maulwi Sahaab Kea Age Arz Ke Mere Bach-Che Yateem Hai Raat Bhar Hamaare Hum-Saaya Lohaar Sone Nahi Deta Wo Har Waqt Isi Koshish Me Rehta Hai Ke Mauqa Bane Toh Sab Kuch Lut Lu Aapne Kuch Padhne Ke Liye Farmaaya , Aur Kaha Ke Padhkar Be-Fikar Hokar Soraha Karo , Insha Allah Wo Kutta Bhok Bhok Kar Khud Hi Chala Jaaya Karega Toh Aisa Hi Hota Raha ,
Uske Baad Maulwi Ghulam Rasool Sahaab Jald Hi Faut Hogaye , Wo Lohaar Khud Bayaan Karta Hai Ke Maine Maulwi Sultan Ahmed Ke Ghar Jaakar 4 Dafa Naqab Lagayi Jab Andar Jaata Toh Kutte Ki Shakal Hojaati Aur Kutte Hi Ki Tarah Bhokta Huwa Baher Nikalta Ek Dafa Naqab Lagaakar Ander Biwi Saheba Jag Rahe The Meri Surat Maskh Hoti Dekh Kar Kaha Bhai Teri Surat Maskh Hone Se Ta-Ajjub Bhi Aata Hai Lekin Jiski Zubaan Se Yeh Kalimaat Nikle Hai Uski Zubaan Bhi Saif Ur Rehmaan Thi Jo Kuch Unhone Kaha Wo Zaroor Huwa Aur Aainda Bhi Inshallah Hota Rahega.
(sawaaneh Hayaat Maulana Ghulam Rasool : Safa 137-138)
NOTE :
Mauzuda gair muqalled Ko kya kahoge
Shiya ??
Yahoodi ??
Ya Phir inke molvi Shiya Yahoodi hai
Q ke maujuda gair muqalled ke aqede Or unke molvi ke aqede me Kashmir Or kanniya kumari ke itna farq hai Maujuda gair muqalled
Ab tum he batawo ke Tumhare molvi gumrah the Ya tum gumraha ho ?
Scan Page :
Mashoor Ghair Muqallid Aalim Ghulam Rasool Qilewaali Ka Waqia Naql Karte Hai.
Aur Nabardaari adaawat ki wajeh sharii umoor Hai Maulwi Sahaab Sunkar Khamosh Hogaye.
Hafiz Sahaab Farmaate Hai Ke Mai 3 Din Aap Ki Khidmat Me Raha Maulwi Sahaab Apni Juti Subah Ke Baad Zameen Par 5 Dafa’a Zoor Se Maarte , Teesre Rooz Mujhe Farmaaya Ke Hafiz Jao Pahunchna taaKe Us Nabardaar Ka Janaaza Tum Hi Padhaao Taake Dushmann Se Bhi Kuch Miljaaye Hafiz Sahaab Ka Bayaan Hai Ke Jab Mai Gau Ke Qareeb Pahuncha Toh Dekha Ke Log Us Naardaarka Janaaza Le Jaarahe Hai Hasb E Farmaan Maulwi Sahaab Uska Janaaza Maine Jaakar Padhaaya.
(Sawaaneh Hayaat Maulana Ghulam Rasool : Safa 102-103)
Scan Page :
Muhammed Ishaq Bhatti Sahaab Likhte Hai Mere Faisalabad Ke Ek Dost Maulwi Muhammed Ramzaan Yusuf Salafi Ne Bataaya Ke Sufi (Muhammed Abdullah) Sahaab Kisi Gau Me Gaye Aur Ek Shaks Unhe Apne Ghar Legaaye Aur Kaha Ke Meri Bhains Har Saal kata [Male] Janti Hai Dua Farmaaye Yeh Katti Jane Sufi Sahaab Ne (Bajaaye Dua Ke ) Bhains Ki Dum Pakdi Aur Use 3 Dafa’a Kheech Kar Kaha
De Katti………….De Katti………De Katti…..
Iske Baad Usne Mutawaatir 3 Kattiyaa Di.
(Sufi Muhammed Abdullah Halaat , Khidmaat , Aasaar : Safa 361, Shakireen Sheesh Mahel Road, Lahore)
Lakhi Khandaan Ka Mashoor Ghair Muqallid Hafiz Muhammed Lakhwi Sahaab Likhte Hai :
Ek Hadees Me Aata Hai Ke Jume Ki Raat Ko Maghrib Ke Baad Ruh Apne Rishte Daaro Ke Gharo Me Ya Jaha Uski Waaqifuyyat Hoti Hai Waha Aati Hai.
(Ahwaal E Akhirat : Safa 17, Lahore Edition)
Scan Page :
Ab Ghair Muqallid Talib Ur Rehman Aur Zubair Ali Zai Kazzab Wagaira Ke Zimme Hai Ke Wo Is Hadees Ki Nishaandawi Karke Sehat Saabit Kare Warna Seedha Saadhe Musalmaano Ko Apne Bado Ki Tarah Hadees Ke Naam Par Dhoke Dekar Gumrah Karna Chor De.
Mashoor Ghair Muqallid Aalim Waheed Uz Zamaa Sahaab Likhte Hai :
Ke Kya Pas Wo Shaks Jo Momin Ho Faasiq Ki Tarah Hai Aur Isi Se Maloom Huwa Kar Beshak Sahaba RadiAllahu Anhu Se Baaz Wo Hai Jo Faasiq Hai.Jaise Waalid (Bin Uqba Radi Allahu anhu.) Aur Isi Tarah Kaha Jayega.
Muawiya (Bin Abu Sufiyan RadiAllahu Anhu) Ke Haq Me Aur Amr (Bin A’as Radi Allahu Anhu) Aur Mughira (Bin Shoba Radi Allahu Anhu) Aur Samrah (Bin Jundub Radi Allahu Anhu) Ke Haq Me Aur Sahaba Ke Aadil Hone Ka Matlab Yeh Hai Ke Wo (Nabi ﷺ) Ki Baat Naql Karne Me Saadiq Hai Na Yeh Ke Wo Ma’asoom Hai.
(Nuzulul Abrar : Jild 3 : Safa 94)
Scan Page :
Ghair Muqallideen Ka Sahaba Radi Allahu anhu Ke Mutalliq Yeh Aqeeda Quraan Ul Kareem Aur Ahadees Mutawaatir Ke Saraahatan Khilaaf Hai. Aur Shiyat Ki Waazeh Tarjumaani Hai.
GAIR MUQALLID AUR SHIA BHAI BHAI
NAUZBILLAH
Mashoor Ghair Muqallid Aalim Nawaab Siddiq Hasan Khan Ke Bête Nawab Nurul Hasan Khan Likhte Hai :
Aur Apne Haat Se Mani Nikalne Se Mani Ki Ahadees Saheehh Aur Saabit Nahi Hai Balke Baaz Ahle Ilm Ne Naql Kiya Hai Ke Sahaba Bhi Apne Gharo Se Dur Rehne Ke Waqt Apne Haatho Se Mani Nikalte The. (Nauzbillah) Aur Is Kaam Me Koi Harj Bhi Nahi Hai.
(Arful Jaadi : Safa 207)
Scan Page :
Nauzbillah
Mashoor Ghair Muqallid Aalim Muhammed Junagadi Ek Unwaan Qayaam Karta Hai :
Hazrat Farooq Radi Allahu anhu Ki Samajh Motabar Na Hone. (Nauzbillah)
Aage Phir Unwaan Qaayim Karte Hai
Sahaba Radi Allahu Anhu Diraayat Motabar Nahi
(Shama E Muhammedi : Safa 19)
Scan Page :
Aur Ghair Muqallid Sanaullah Amritsari Sahaab Muhammed Junagadi Ke Hawaale Se Hazrat Umar Radi Allahu Anhu Ke 3 Talaaqo Ke 3 Hone Waale Fatwe Ke Mutalliq Likhte Hai :
“Dosto Agar Isi Par Israar Hai Ke Nahi Hazrat Umar Radi Allahu Anhu. Yeh fatwa Abadul Aabaad [Hamesha] ke liye Shar’ii Taur Par Hi Diya Hai Toh Hum Kehte Hai Phir Aap Aur Hum Use Kyun Maane Hum Farooqi Toh Nahi Muhammedi Hai.
Hum Ne Unka Kalima Toh Nahi Padha Anhazrat ﷺ Ka Kalima Padha Hai.
(Fatawa Sanaaiya : Jild 2 : Safa 252 , Matbu’aa Maktaba Sanaaiya , Sargodha)
Scan Page :
Nauzbillah
Ghair Muqallideen Ke Shaik Ul Kulli Fil Kul Miya Nazeer Hussain Dehelwi Sahaab Likhte Hai :
Toh Yeh Hazrat Ayesha Radi Allahu Anha Apne Fahem Se Farmaati Hai .Aur Fahem E Sahaba Radi Allahu Anhu Hujjat Sharii Nahi Hai…
(Fatawa Naziriya : Jild 1 : Safa 622)
Aur Mashoor Ghair Muqallid Nawab Nurul Hasan Khansahaab Likhte Hai :
Ke Usool Me Yeh Baat Taishuda Hai Ke Sahabi Ka Qaul Hujjat Nahi Hai.
(Arful Jaadi : Safa 101)
Scan Page :
Mashoor Ghairmuqallid Hakeem Faizan Aalim Siddiqui Sahaab Likhte Hai :
Aap (Hazrat Ali Radi Allahu Anhu) Ko Ummat Ne Apna Khalifa Muntakhab Nahi Kiya Tha Aap Dunya E Asbaabiyaat Ke Muntakhab Khalifa The.
Isliye Aapki Khudsaakhta Khilaafat Ka 4 Ya 5 Salaa Daur Ummat Ke Liye Ek Azab E Khudwandi Tha…………Aap Ki Shaadat Aalam E Islam Ke Liye Ek Ayat E Rehmat Saabit Huwi.
(Siddiq E Kainaat : Safa 237)
AQEEDA NO 31 :
Ghair Muqallideen (Firqa e Ahle Hadees ) Aalim Ka Fatwa “ Ke Angrezo Se Jihaad Na Jayez Hai “.
Maulana Muhammed Hussain Bataalwi Sahaab Likhte Hai :
Is Masle Aur Uske Dalail Se Saaf Saabit Hota Hai Ke Mulk E Hindustan Bawajood Yeh Ke Isaai Sultanat Ke Qabze Me Hai , Darul-Islaam Hai. Ispar Kisi Badshah Ko Arab Ka Ho Khuwa Ajam Ka , Mehdi Sudaan Ho Ya Khud Hazrat Shah Iraan Ho Khuwa Ameer E Khurasaan Mazhabi
“ LADAAI WA CHADAAI KARNA JAYEZ NAHI HAI “.
(Al Iqtesaad Fii Masail Al Jihaad : Safa 25 )
Scan Page :
Ab Ap Log Hi Bataai Kya Yeh Hazraat Islaam Ke Wafadaar Hai.
Mufassir Maulana Muhammed Junagadi Saheb Himmat Karte Huve Likhte Hai :
“Suniye Janaab ! Buruzgo Ki , Mujtahido Aur Imaam Ki Rai , Qiyaas , Ijtehaad , Istambaat Aur Unke Aqwaal Kaha Shariyat E Islaam Me , Toh Khud Nabi E Karim Sallallahu Alaihi Wasallam Bhi Apni Taraf Se Be-Ghair Wahi Ke Kuch Farmaye Toh Wo Bhi Hujjat Nahi “
(Taareq E Muhammedi : 57 )
Scan Page :
Ghair Muqallideen Dil pe Haat Rakhkar Baatao ka yeh Nabi e Karim ﷺ ki Shaan me Be-hurmati nahi hai. Toh Aap Hazraat Kis Muh Kehte Hai ke
” Hum Ahle Hadees (Hadees Waale) hai “.
(Nauzbillah)
Maulana Qari Abdur Rehman Paanipatti Farmaate Hai Ke Maulwi Abdul Haq Banaarsi (Ghair Muqallid) Ka Fatwa Jawaaz E Muta Mere Paas Maujood Hai.
Aur Maulwi Abdulhaq Ne bar-mala [Spot par] Kaha Ke Ayesha Ali Se Ladi Agar Tauba Na Ki Hogi Murtad Mari Aur Yeh Bhi Dusri Majlis Me Kaha Ke Sahaba Ka Ilm Hum Se Kam Tha.
Unko Har Ek Ko 5 5 Hadees Yaad Thi Hum Ko Un Sab Ki Hadeese Yaad Hai.
(Kashf ul Hijaab : 42)
Note :
Aaj kal ke Jo Muta’asib Ghair muqallideen Akaabir e Ahle sunnat ke Ibaarat pesh karke, Unke Gumraah aur Yaha tak ke Kaafir bhi Kehne se Guraiz (Paraiz) Nahi karte, Unhi ke Ulama ne Aisi Ibaarte aur Aqaid Likhe hai.
Ab Kya Aaj kal ke Ghair Muqallideen Insaaf Karte huwe Jo Fatwe (Hasad ki Wajeh se) Akaabir e Ahle Sunnat par Lagaaye hai, wahi Apne Ulama par bhi Lagaa sakte hai ?
Allah tala Inke Fitne se Saari Ummat ki Hifazat Farmaaye
Ameen.
Kisi Giro ke Aqaid Uske Giro ke Ulama wa Akaabir Tai Karte hai.
(Kya Ulama e Deoband Ahle Sunnat hai: Safa 8)
Aaye Dekhte, Ghair Muqallideen wa Ahlehadees Ulama ne Apni Maslak ke liye kya Aqaid Tai Kare hai.
AQEEDA NO 1 :
ALLAH ﷻ KE LIYE MAKAAN AUR JAGAH MUTAIYYIN KARNAGhair Muqallideen Ke Mujadid Nawaab Siddiq Hasan Khan Sahaab Likhte Hai :
Khuda Arsh Par Baitha Hai Aur Arsh Uska Makaan Hai Aur Dono Qadam Apni Kursi Par Rakhe Hai Aur Kursi Us Ke Qadam Rakhne Ki Jagah Hai Aur Zaat E Khuda Ki Jehat Fauq(Upar) Aur Tarf Uluu (Bulandi) Me Hai Aur Usko Fauqiyyat , Jehat Ki Hai Aur Wo Arsh Par Rehta Hai Aur Utarta Hai Har Shab Ko Taraf Aasmaan E Dunya Ke Aur Uske Liye Daahina Baaya Haat Aur Qadam Aur Hateli Aur Ungliyaa Aur 2 Aankhe Aur Mu Aur Pindli Wagaira Sab Cheese Bilaa Kaif(Kaifiyat) Saabit Hai Aur Jo Aayaate Is Bare Me Hai Sab Mukahmaat Hai Aayaat E Mutashaabiyyat Nahi.
(Risaalatul Ahtewaah Ala Masala Til Istewaa , Musanaffa Nawab Siddiq Hasan Khan – Mabu’aa Gulshan Ood , Lucknow)
Scan Page :
AQEEDA NO 2 :
ALLAH TALA HAR SHAKAL ME ZAAHIR HO SAKTA HAIGhair Muqallideen Ke Allama Waheed Uz Zama Sahaab Likhte Hai Ke
Allah Tala Jis Surat Me Chaahe Zaahir Hosakta Hai.
(Hadiyatul Mehdi : Safa 7 , 9)
Yaani Jis Tarah Isaayi Kehte Hai Ke Allah Tala Nauzbillah Isa Alaihis Salaam Ki Shakal Me Zaahir Huwa Aur Hindu Kehte Hai Ke Krishn Aur Ram Chandr Ki Shakal Me Zaahir Huwa.
Saamri Kehta Tha Ke Bachede Ki Shakal Me Zaahir Huwa. Ghair Muqallideen Ke Nazdeek Yeh Aqeede Durust Huwe.
Astagfirullah
Scan Page :
AQEEDA NO 3 :
MAZAAQ AUR THATTA KARNA ALLAH KI SIFAT HAIWaheed Uz Zaman Sahaab Likhte Hai Ke
“Aur Allah Taka Ke Sifat E Faaliya Haadisa Me Se Mazaaq Aur That-Ta Karna Aur Makr Karna Aur Dhoka Dena , Dau Lagaana Hai”. (Hadiyatul Mehdi : Safa 7)
Nauzbillah Aisi Ghatiya Cheezo Ko Allah Tala Ki Sifat Qaraar Diya Hai Aur Yeh Aqeeda Ghair Muqallideen Ke Usi Buzurg Ka Hai Jisa Ta’aruf AQEEDA NO 2 Me Guzar Chuka Hai.
Scan Page :
AQEEDA NO 4 :
HUZOOR ﷺ KI SAB BATEIN AUR SAB KAAM ACCHE NAHIMa’azallah
Mashoor Ghair Muqallid Abu Abdullah Qusuri Sahaab Likhte Hai :
Sab Af’aal Aur Aqwal E Anhazrat ﷺ Ke Tashri’e Aur Mehmood Hai Aur Ismat E Mutlaqa (Masoom Hona) Aap Ke Wastey Saabit Nahi Hai Warna Sahaba Aap Ke Baaz Khataao Par Aiteraaz Na Karte.
(Tehqeequl Kalaam Fii Masalatil Bai’ati Wal Ilhaam Bahawala Ghair Muqallideen Ke Mutalliq Arab Wa Ajab Ke Fatwe : Safa 24)
Scan Page :
AQEEDA NO 5 :
NABI E KAREEM ﷺ KI RAAYE KOI MOTABAR NAHINauzbillah Billah
Ghair Muqallideen Ke Mashoor Aalim Muhammed Junagadi Sahaab Likhte Hai :
Suniye Janaab ! Buzurgo Ki Mujtahido Aur Imamo Ki Raaye , Qiyaas ,Ijtehaad Wa Istambaat Aur Unke Aqwaal Toh Kaha ?
Shariyat E Islaam Me Toh Khud Paighambar ﷺ Bhi Apni Taraf Se Be-Ghair Wahi Ke Kuch Farmaaye Toh Hujjat Nahi.
(Tareeq E Muhammedi : Safa 70)
Scan Page :
AQEEDA NO 6 :
AMBIYA Alaihis Salaam MASOOM NAHINauzbillah
Ghair Muqallid Aalim Hussain Khan Sahaab Likhte Hai :
Ambiya As Se Ahkaam E Deeni Me Bhool Chook Hosakti Hai.
(Radd E Taqleed Bii Kitaabil Majeed : Muallafa Maulana Hussain Khan , Matbu’a Farooqi Delhi Bahawala Jamiush Shawaaid : Safa 14)
Note : Is Kitaab Par Maulwi Nazeer Hussain Dehelwi Aur Janaab Hussain Dehelwi Wagaira Akaabir E Ghair Muqallideen Ki Muhare Aur Dastakht Bhi Hai.
AQEEDA NO 7 :
12 IMAM AUR HAZRAT FATIMA MASOOM HAI
Mashoor Aalim Mulla Moin Tahtahwi Sindhi Sahaab Likhte Hai Ke
12 Imam Aur Hazrat Fatima Tuz Zehra Masoom Hai . Yaani Unse Khata Hona Muhaal Hai.
Neez Ismat E Anhazrat ﷺ Ki Aqli Hai Aur Ismat E Imam Mehdi Ki Naql Se Saabit Hai.
(Diraasaatul Labeeb : Safa 229 , 239)
AQEEDA NO 8 :
GAIR MUQALLIDEEN KE AMBIYA ME RAM CHANDER AUR LAXMAN BHI HAI Ghair Muqallideen Ke Allama Waheed Uz Zama Sahaab Likhte Hai Ke Hamaare Liye Jaayez Nahi Hai Ke Hum Degar Ambiya Ki Nabuwat Ka Inkaar Kare Jinka Zikr Allah Tala Ne Quraan Me Nahi Kiya Aur Kaafiro Me Tawaatur Ke Saat Wo Ma’aroof Hai.
Isme Koi Shak Nahi Ke Wo Naik Ambiya The Jaisa Ram Chandr , Laxman Kirshn Ji Jo Hinduo Me Hai Aur Zorasht Jo Farsiyo Me Hai Aur Confuse Aur Mahatma Buddh Jo Cheen Aur Japan Me Hai Aur Soqraat Aur Faisa Ghoris Jo Unaan Me Hai
Hum Par Waajib Hai Ke Hum Yu Kahe Hum Un Tamaam Ambiya Wa Rusol Par Imaan Laaye Aur In Me Se Kisi Ek Me Bhi Farq Nahi Karte Aur Hum In Sab Ke Farmaabardaar Hai.
(Hadiyatul Mehdi : Safa 85)
Scan Page :
AQEEDA NO 9 :
NABI AUR WALI BAIK WAQT ZAMEEN WA AASMAN KI TAMAAM BATEIN JAAN SAKTA HAIWaheed Uz Zama Sahaab Likhte Hai :
Agar Koi Yeh Aqeeda Rakhe Ke Nabi ﷺ Ya Hazrat Ali RadiAllahu Anhu Ya Koi Aur Auliya Allah Me Se Aam Logo Se Zyaada Sun Sakta Hai Hatta Ke Tamaam Dunya Aur Zameen Ke Kinaare Dur Wa Nazdeek Se Sun Lete Hai Toh Yeh Shirk Nahi Hai. (Hadiyatul Mehdi : Safa 25)
AQEEDA NO 10 :
Ya Rasoolullah ﷺ , Ya Ali , Ya Ghouse Kehna Saheeh HaiWaheed Uz Zaman nazdeek Ghair Muqallideen Ke Aqaid Ko Bayaan Karte Huwe Likhte Hai Ke
Isse Yeh Baat Zaahir Hogayi Ke Aam Log Jo Ya Rasoolullah Aur Ya Ali Ya Ya Ghouse Pukaar Ne Se Hum Shirk Ka Hokum Nahi Lagaayege.
(Hadiyatul Mehdi : Safa 24)
AQEEDA NO 11 :
NABI E KAREEM ﷺ HAR JAGAH HAZIR WA NAZIR HAINNabi E Karim ﷺ Har Din Aur Har Haal Me Momineen Ke Markaz Nigah Aur Aabideen Ki Aankho Ki Thandak Hai.
Qususan Ibaadat Ki Halaat Me Kyunke Is Halaat Me Inkeshaaf Aur Nuraaniyat Zyaada Qawi Aur Shaheed Hoti Hai.
Baaz Aarifeen Ka Qaul Hai Ke Tashahud Me Aaiyuhan Nabiyyu Ka Yeh Khitaab Mumkinaat Aur Maujoodaat Ki Zaat Me Haqiqat E Muhammadia Ke Saraa-At (Daaqil) Karne Ke Aitebaar Se Hai.
Chunaanche Huzur E Akram ﷺ Namaz Padhne Waalo Ki Zaat Me Maujood Aur Haazir Hote Hai Aur Isliye Namaz Padhne Waale Ko Chahiye Ke Is Baat Ka Qususiyyat Ke Saat Qiyaal Rakhe Aur Aap ﷺ Ki Is Haaziri Se Ghaafil Na HoTaakeFareeb Wa Ma’a-E-Yat Ke Anwaaraat Aur Marifat Ke Asraar Haasil Karne Me Kaamiyaab Rahe.
(Miskul Qitaam Fii Sharaahi Bughul Maraam : Safa 259-260)
AQEEDA NO 12 :
HAZRAT ISA Alaihis Salam BAGAIR BAAP KE PAIDA NAHI HUWENauzbillah
Mashoor Ghair Muqallid Aalim Inaayat Ullah Asri Sahaab Likhte Hai :
Isa Alaihis Salaam Ki Waalda E Maajida Toh Apna Shauhar Bataa Rahi Hai ……………..Aur Baap Beta Bhi Dono Use Tasleem Farmaa Rahe Hai.
Magar Sadiyo Baad Logo Ne Unhe Bepidar (Beghair Baap) Bataaya Aur Aap Ki Waalda Ko Be-Shauhar Bataaya…Kya Khoob Hai.
(Oyoon E Zamzam Fii Milad E Isa Ibn Mariyam : Safa 40)
Scan Page :
AQEEDA NO 13 :
HAZRAT ISA Alaihi salaam KO SULI PAR CHADA DIYA GAYANauzbillah
Ghair Muqallideen Ke Munaazir Abu Kaleem Ashraf Saleem Sahaab Likhte Hai :
Har Nabi Ko Allah Ne Uski Shaan Wa Martabe Ke Mutaabiq Meraaj Karaayi, Hazrat Aadam Alaihis Salaam Ko Jungle Me Maqaam Tauba Par Meraaj Karaayi, Hazrat Nuh Alaihis Salaam Ko Jabal E Judi Ke Maqaam Par Meraaj Karaayi, Hazrat Ibrahim Alaihis Salaam Ko Aag Me Par Meraaj Karaayi, Ismail Alaihis Salaam Ko Churi Ke Neeche Meraah Karaayi, Aur Hazrat Isa Alaihis Salaam Ko Saleeb (+ Mark) Par Meraaj Karaayi.
(Mizaan Ul Mutakallimeen : Safa 36 , Bahawala Hadees Aur Ahle Hadees : Safa 38)
Scan Page :
AQEEDA NO 14 :
FAUT SHUDA SE MADAD TALAB KARNAGhair Muqallideen Ke Baani Nawab Siddiq Hasan Khan Sahaab Ko Jab Koi Mushkil Pesh Aati Toh Is Tarah Madad Maagna Karte The.
“ Aye Mere Deen Ke Qibla Madad Lar , Aye Ka’aba E Imaan Madad Kar Aye Ibn Qayyim Madad Kar , Aye Qazi Shaukaani Madad Kar”
(Hadiyatul Mehdi : Jild 1 : Safa 23 , Matbu’a Shaukatul Islaam Banglore , Nafhut Taeeb : Safa 47 , 57))
Scan Page : Hadiyatul Mehdi
Yeh Ibn Qayyim Aur Qazi Shaukaani Nawaab Sahaab Se Dur Bhi The Aur Faut Bhi Hochuke The. Lekin Phir Bhi Unse Madad Ki Jaarahi Hai.
Wahabiyon Ahle Khabeeson abhi lagao apne mulla par SHIRK ka Fatwa
AQEEDA NO 15 :
NABI E KARIM ﷺ KI QABR PAR MADAD MAAGNAGhair Muqallideen Ke Baani Nawaab Siddiq Hasan Khan Sahaab Nabi E Karim ﷺ Se Madad Talab Karte Huwe Yeh Sha’ar Kehte Hai :
Aye Mere Aaqa , Aye Mere Sahaare Aur Aye Mere Waseele Aur Aye Khushaali Wa Badhaali Me Meri Mata’a (Naafa Pahuchane waali cheez) meRota Girdh Gidaata Aur Thandi Aahe Bharta Aap Ke Darpe Aaya Hu , Aap Ke Alaawa Mera Koi Fareed Ras Nahi. Siwaaye Rahmatullil Alameen Meri Giraya Wa Zaari Par Rahem Farmaa.
(Hadiyatul Mehdi Haashiya : Safa 20 , Ma’asir Siddiqui : Safa 30-31)
WAHABIYON AHLE HAGGIESON LAGAO APNE MULLA PAR SHIRK KA FATWA
Scan Page : Hadiyatul Mehdi
Nawab siddiq Hasan Khan sahaab ke Ek Qaseeda se Hadiyatul Mehdi ke Haashiya me Likha hai:
ke Tafseer e Jamiul Bayaan ke Musannif ne bhi apni tafseer ki ibtedaa me Nabi e Karim ﷺ se Madad Talab Ki thi ,Agar Ghair Allah se Mutalliqan Madad Talab Karna Shirk hai toh Musannaf e Jamia ul Bayaan ka Mushrik Hona Laazim Aayega.
Toh Phir unki Tafseer par Kaise Aitemaad Kiya jaasakega Jabke Tamaam Ahle hadees unki tafseer ko maante hai.
(Haashiya Hadiyatul Mehdi : Safa 20)
Scan Page :
Aur Mashoor Ghair Muqallid Aalim Ghulam Rasool Sahaab Apne se Nabi e Karim ﷺ ko mukhaatib karke Sha-ar Padhte hai :
Aye Mehboob e Rabbaani Meri Taraf Dekho Aap ke Judaayi se Meri Jaan Nikalne Waali hai
Aur dard aur gham ne Mera Dil chur kardiya hai , Ab Aap Rahem Kijiye , Rahem Kijiye.
(Sawaaneh e Hayaat Maulwi Ghulam Rasool : Safa 161)
AQEEDA NO 16 :
QABRO KA TAWAAF AUR SAJDA KARNA KOI SHIRK NAHIWaheed Uz Zama Sahaab Likhte Hai :
Pas Agar Yeh Af’aal Ta’azimiya Jaise Tawaaf Karna Ya Bosa Dena Ya Qiyaam Karna Jhukna Ya Ruku Karna Ya Sajda Nabi E Karim ﷺ Ya Kisi Wali Ki Qabar Ke Saamne Ho.
Maqsad Qabr Waale Ko Salaam Ho Ibaadat Na Ho Toh Shirk Nahi Hai. Ha Sirf Gunaahgaar Hoga.
(Hadiyatul Mehdi : Safa 15)
AHLE HAGGIESON KAM AZ KAM APNE BAAP KI HI BAAT MAAN LO
Scan Page :
AQEEDA NO 17 :
QABRO SE FAIZ HAASIL KARNANawaab Siddiq Hasan Sahaab Qabro Se Faiz aur Ijma Zikr Karte Huwe Likhte Hai
Nawaab Sahaab Ke Farzand Ali Hasan Sahaab Uska Tarjuma Yu Karta Hai.
Is Masle Me Aur Is Amr Me Ke Irbaab E Sahaab E Dil Wa Auliya Wa Ambiya Alaihis Salaam Ki Arwaahe Muqaddasa Be-Ghair Rusoom Aur Bid’aat Ke Pabandi Ke Jo Asal Zalaalat Ka Shewa Hai Apne Munaasib E Haal Faiz Utaaye Toh Is Me Ulama Ka Koi Ikhtelaaf Nahi Hai.
(Ma’asir E Siddiqui : Jild 4 : Safa 128)
Scan Page :
Neez Nawab Sahaab Apne Waalid Ke Qabar Ke Bare Me Likhte Hai Ke
Aap Ki Qabr Shareef Par Hamesha Nur Rehta Hai Aur Log Usse Tabbaruk Haasil Karte The.
(At Tajal Mukallal : Safa 298 , Matbu-a’a Maktaba Darul Islaam)
AHLE HAGGIESON YE TUMHARA MULLA KYA LIKH KE GAYA LAGAO ISPE KUFR AUR SHIRK KA FATWA
Scan Page :
Mazeed Maulwi Waheed Uz Zama Sahab Likhte Hai Ke
“ Mai Kehta Hu Ke Isse Wo Shuba Dur Hota Hai Ko Baaz Kamaql Hazraat Ki Taraf Se Saamne Aata Hai Ke Sulahaa Ki Quboor Ki Ziyaaraat Karke Unki Ruho Se Faiz Aur Baraakaat Aur Anwaar Ka Husool Kaise Mumkin Ho “.
(Hadiyatul Mehdi : Safa 63)
Scan Page :
Note :
Ilzaaman Isliye Likha Gaya Hai Ke Maujuda Ghair Muqallideen Ke Nazdeek Qabro Se Faiz Ka Aqeeda Kufriya Aur Shirkiya Hai , Isliye Unke (Maujuda Ghair Muqallideen Ke) Mazhab Ke Mutaabiq Unke Bado Ka Yeh Aqeeda Kufriya Aur Shirkiya Hoga.
AQEEDA NO 18 :
WAHJATUL WUJOODNawaan Siddiq Hasan Khan Sahaab Likhte Hai :
Masla E Wahtade Wujood Wa Shuhood Jisse Muraad Hasti E Haq Aur Naisti E Khalq Yaani (Sirf Allah Tala Ka Hona Aur Maqlooq Ka Na Hona) Hai Aur Aiteqaad Is Masle Ka Ruh Ur Ruh Hai.Ke Mai Masle Wahdate Wujood Ko Aqli Wa Naqli Dalail Se Saabit Karta Lekin Masla Yeh Hai Ke Koi Samjh Nahi Sakega ,
Aakhir Me Likhte Hai Ke Agar Haqiqatan Dekha Jaaye Toh Isme Koi Mabihin Niza (Jhangde Ki) Baat Nahi Hai Aur Kullu Shai-In Maa-Khallaahu-Baatilun (Isse Bardkar Nadaani Kya Hosakti Hai Ke Aadmi Har Martabe Aur Har Haal Me Ahkaam E Wujood Ka Munkir Ho) Aur Himmat E Ust Ke Maane Nauzbillah Shariyat Se Aazaad Hona Samjhe.
(Ma’asir E Siddiqui : Jild 4 : Safa 40)
Scan Page :
Note :
Ghair Muqallideen Wahjatul Wujood Ko Sufiya Ki Ek Istelaah Ke Bajaaye Aqeede Ka Unwaan Dete Hai Aur Phir Usko Kufriya Aur Shirkiya Aqeeda Kehte Hai.
Lehaaza Yeh Log Ghaur Kare Ke Unke Mazhab Ke Mutaabiq Unke Bade Is Aqeede Ke Qaayil Hone Ki Wajeh Se Kaafir Aur Mushrik Toh Nahi Huwe ?
AQEEDA NO 19 :
HAZRAT MEHDI KE ZAMAANE ME RAJ’AT HOGIGhair Muqallid Aalim Mulla Moin Sahaab Likhte Hai :
Ke Jo Shaks Hazrat Imam Mehdi Alahis Salaam Ki Sach-Chi Muhabbat Par Faut Hogayi Aur Wo Imam Ka Zamaana Na Paasaka Toh Allah Tala Ijaazat Denge Yeh Ke (Hazrat Mehdi) Usko Zinda Kare Phir Wo Aapke Huzur Badi Kamiyaabi Payega Unke Nur Ke DhoniSe.Aur Yeh Rujat Unke Zamaane Me Hogi.
(Diraasatul Labeeb : Safa 251)
Scan Page :
Note :
Yeh Aqeeda Rujat Shiyo Ka Aqeeda Hai Jo Ke Baatil Aur Mardood Hai.LekinGhair Muqallideen Ko Bhi Yeh Aqeeda Pasand Aagaya Isliye Inhone Bhi Ikhtiyaar Karliya Hai.
AQEEDA NO 20 :
SHAYKH ABDUL QADER JILAANI RADI ALLAHU ANHU MAKAAN WA MAA-YAKOON JAANTE HAIMashoor Ghair Muqallid Aalim Muhammed Yusuf Jaipuri Sahaab Ahnaaf Muqallideen Me Auliya Allah Na Hone Par Daleel Dete Hai Ke
“ Tabqaat E Ibn Rajab : Safa 202 : Jild 1 me Hai Ke Hazrat Peeraane Peer Se Pucha Gaya Hanbali Mazhab Waalo Ke Siwa Aur Mazhab Me Kuch Wali Huwi Hai Ya Nahi Farmaaya Ke Na Toh Huwe Aur Na Hi Hoge.”
(Haqiqatul Fiqa : Safa 183)
Scan Page :
AQEEDA NO 21 :
ZINDA AUR MURDA KO ILM E GHAIBMashoor Ghair Muqallid Aalim Abdul Majeed Sohadrawi Sahaab Qazi Muhammed Sulaiman Mansoorpuri Ghair Muqallid Ka Waqia Bayaan Karte Huwe Likhte Hai Ke
Hazrat Qazi Sahaab Jab Bhi Lahore Tashreef Laate Toh Maal Road Par Hayaat Brothers Ke Yaha Qiyaam Farmaaya Karte The Fazl Kareem Bin Haaji Hayaat Muhammed Maalik Khurram Ka Bayaan Hai Ke Jis Makaan Par Tehra Karte The Uske Qareeb Ek Khanqah Thi Jo Ujdi Huwi Thi.
Ek Din Aapne Mujh Se Pucha Ke Kya Yaha Koi Qabar Hai Maine Arz Kiya “Ji Ha “
Aap Ne Kaha Aaj Raat Khaab Me Hume Wo Buzurg Mile Aur Kaha Ke Qazi Ji Aap Itni Baar Yaha Tashreef Laaye Magar Hume Ek Baar Bhi Nahi Mile.
Qazi Sahaab Ne Yeh Bhi Farmaaya Wo Bahut Naik Aur Saaleh Aadmi The Falah Jagah Ke Rehne Waale The.Edhar Se Guzar Rahe The Ke Inteqaal Hogaya.
Miya Fazl Kareem Kehte Hai Ke Uske Baad Jab Maine Uski Tehqeeq Ki Toh Wo Baatein Waisi Hi Saabit Huwe Jo Qazi Sahaab Ne Bayaan Farmaayi Thi Yaha Tak Ke Unka Naam Aur Pata Bhi Qazi Sahaab Ne Bata Diya Tha.
(Karaamaat E Ahlehadees : Safa 83-84)
Scan Page :
ye maujuda gair muqallid badmazhab Ke nazdiq shirkya aqeeda hai
Is se sabit hota hai ke gair muqallid badmazhab
Ke molvi mushrik hoke Mare Or agar wo mushrik nahi To kya maujuda gair muqalled badmazhab
Mushrik hai ?
Faisla maujuda wahabiyat khud kare
Mashoor Ghair Muqallid Aalim Ghulam Rasool Ka Waqia Likha Hai :
Haji Karamilaahi Miya Ne Bayaan Kiya Ke Meri Shaadi Ke Mauqe Par Meri Walida Ka Zaiwer Ghum Hogaya Tha. Jis Jagah Rakha Tha Bahut Hi Dafa Waha Dekha Lekin Kuch Pata Na Chala Aur Jagah Bhi Talaash Kiya Lekin Be-Faida , Meri Waalida Maulwi Sahaab Ke Khidmat Me Haazir Huwi Aur Zaiwer Gum Hoone Ka Zikr Kiya Aap Ne Farmaaya : Jao Jis Jagah Rakha Tha Wahi Pada Huwa Hai Meri Waalida Ne Phir Aakar Dekha Toh Zaiwer Ussi Jagah Par Pada Tha.
(Sawaaneh Hayaat Maulana Ghulam Rasool : Safa 104-105)
Scan Page :
Dusra Waqia :
Ek Hajjaam Aap (Maulana Ghulam Rasool) Ki Hajaamat Kar Raha Tha. Usne Kaha
Hazrat Mere Beta Kai Saal Se Bahar Gaya Huwa Hai Maloom Nahi Wo Kis Jagah Hai Zinda Hai Ya Margaya.Ek Hi Beta Hai Bahu Jawaan Hai Dua Farmaade Ya Mujhko Padhne Ke Waste Bataade Ke Aajaye , Aap Khamosh Rahe Hajjam Kehta Hai Ke Mujhe Aisa Maloom Huwa Ke Maulwi Sahaab Kuch Padhte Hai Jab Hajaamat Karaa Chuke Toh Maine Phir Arz Ki Aap Ne Farmaaya Wo Toh Ghar Roti Namkeen Na Khoot Ke Saat Kha Raha Hai , Jaakar Dekho.
Hajjam Kehta Hai Ke Mai Aap Ka Yeh Farmaan Sunkar Hairaan Reh Gaya Kyunke Mai Aapki Karaamaat Bahut Si Sun Chukka Tha Lehaaza Mere Dil Me Khayaal Paida Hogaya Ke Shayad Mere Beta Aagaya Ho , Jab Mai Ghar Gaya Toh Mere Beta Na Khoot Ki Roti Kha Raha Tha Usne Kaha Mai Sukhr Mulk Sindh Me Aata Goond Raha Tha Paani Lene Ke Waste Baher Nikla Hu.Maloom Nahi Kya Huwa Mujhe Kisi Ne Utaaya Palak Jhapak Ne Me Yaha Apne Gau Me Pahuch Gaya Hu Aur Mera Kul Samaan Aur Auzaar Waghaira Sukr Me Padhe Huwe Hai.
(Sawaaneh Hayaat Maulana Ghulam Rasool : Safa 107-108)
Scan Page :
NOTE :
Gair muqaled molvi ke haiyaate zindage ko dekh kar Yahi sabit hota hai ke mawjuda gair muqalled Gumraha hai.
Ya phir maujuda gair muqalled ye fatwa dede ke
Unke akabiren gumraha the
Faisla gair muqalled khud kare
AQEEDA NO 22 :
INSAAN KUTTA BANGAYA HAIKe Mauza Maraaliwa Me Hamaara Ek Rishte Daar Sultan Ahmed Naami Rehta Tha , Bada Muttamawwil (Maaldaar) Aadmi Tha Unka Ham Saaya Ek Lohaar Tha Jo Naami(Mashoor) Chor Tha.
Bewa Sultan Ahmed Sahaab Ne Mere Saamne Bayaan Kiya Ke Maine Maulwi Sahaab Kea Age Arz Ke Mere Bach-Che Yateem Hai Raat Bhar Hamaare Hum-Saaya Lohaar Sone Nahi Deta Wo Har Waqt Isi Koshish Me Rehta Hai Ke Mauqa Bane Toh Sab Kuch Lut Lu Aapne Kuch Padhne Ke Liye Farmaaya , Aur Kaha Ke Padhkar Be-Fikar Hokar Soraha Karo , Insha Allah Wo Kutta Bhok Bhok Kar Khud Hi Chala Jaaya Karega Toh Aisa Hi Hota Raha ,
Uske Baad Maulwi Ghulam Rasool Sahaab Jald Hi Faut Hogaye , Wo Lohaar Khud Bayaan Karta Hai Ke Maine Maulwi Sultan Ahmed Ke Ghar Jaakar 4 Dafa Naqab Lagayi Jab Andar Jaata Toh Kutte Ki Shakal Hojaati Aur Kutte Hi Ki Tarah Bhokta Huwa Baher Nikalta Ek Dafa Naqab Lagaakar Ander Biwi Saheba Jag Rahe The Meri Surat Maskh Hoti Dekh Kar Kaha Bhai Teri Surat Maskh Hone Se Ta-Ajjub Bhi Aata Hai Lekin Jiski Zubaan Se Yeh Kalimaat Nikle Hai Uski Zubaan Bhi Saif Ur Rehmaan Thi Jo Kuch Unhone Kaha Wo Zaroor Huwa Aur Aainda Bhi Inshallah Hota Rahega.
(sawaaneh Hayaat Maulana Ghulam Rasool : Safa 137-138)
NOTE :
Mauzuda gair muqalled Ko kya kahoge
Shiya ??
Yahoodi ??
Ya Phir inke molvi Shiya Yahoodi hai
Q ke maujuda gair muqalled ke aqede Or unke molvi ke aqede me Kashmir Or kanniya kumari ke itna farq hai Maujuda gair muqalled
Ab tum he batawo ke Tumhare molvi gumrah the Ya tum gumraha ho ?
Scan Page :
AQEEDA NO 23 :
GHAIR MUQALLIDEEN KE AKAABIR KO BHI ILM E GHAIB HAIMashoor Ghair Muqallid Aalim Ghulam Rasool Qilewaali Ka Waqia Naql Karte Hai.
Hafiz Ghulam Rasool Muhammed Sahaab Saakin Sidha Zilaa Shahpur , Ek Din Maulwi Sahaab Ki Khidmat Me Haazir Huwe Aur Maulwi Sahaab Ko Dekh Kar Bahut Rooye Maulwi Sahaab Ne Roone Ka Sabab Daryaaft Farmaaya Hafiz Sahaab Ne Bayaan Kiya Keg Au Ka Nabardaar Mujhe Saqt Saza Ezaa Deta Hai Yaha Tak Ke Mujhe Gau Se Baher Nikaal Diya
Aur Nabardaari adaawat ki wajeh sharii umoor Hai Maulwi Sahaab Sunkar Khamosh Hogaye.
Hafiz Sahaab Farmaate Hai Ke Mai 3 Din Aap Ki Khidmat Me Raha Maulwi Sahaab Apni Juti Subah Ke Baad Zameen Par 5 Dafa’a Zoor Se Maarte , Teesre Rooz Mujhe Farmaaya Ke Hafiz Jao Pahunchna taaKe Us Nabardaar Ka Janaaza Tum Hi Padhaao Taake Dushmann Se Bhi Kuch Miljaaye Hafiz Sahaab Ka Bayaan Hai Ke Jab Mai Gau Ke Qareeb Pahuncha Toh Dekha Ke Log Us Naardaarka Janaaza Le Jaarahe Hai Hasb E Farmaan Maulwi Sahaab Uska Janaaza Maine Jaakar Padhaaya.
(Sawaaneh Hayaat Maulana Ghulam Rasool : Safa 102-103)
Scan Page :
AQEEDA NO 24 :
AKAABIR KI AJEEB KARAAMAATMuhammed Ishaq Bhatti Sahaab Likhte Hai Mere Faisalabad Ke Ek Dost Maulwi Muhammed Ramzaan Yusuf Salafi Ne Bataaya Ke Sufi (Muhammed Abdullah) Sahaab Kisi Gau Me Gaye Aur Ek Shaks Unhe Apne Ghar Legaaye Aur Kaha Ke Meri Bhains Har Saal kata [Male] Janti Hai Dua Farmaaye Yeh Katti Jane Sufi Sahaab Ne (Bajaaye Dua Ke ) Bhains Ki Dum Pakdi Aur Use 3 Dafa’a Kheech Kar Kaha
De Katti………….De Katti………De Katti…..
Iske Baad Usne Mutawaatir 3 Kattiyaa Di.
(Sufi Muhammed Abdullah Halaat , Khidmaat , Aasaar : Safa 361, Shakireen Sheesh Mahel Road, Lahore)
AQEEDA NO 25 :
JUME KI RAAT RUHOO KA GHARO ME AANALakhi Khandaan Ka Mashoor Ghair Muqallid Hafiz Muhammed Lakhwi Sahaab Likhte Hai :
Ek Hadees Me Aata Hai Ke Jume Ki Raat Ko Maghrib Ke Baad Ruh Apne Rishte Daaro Ke Gharo Me Ya Jaha Uski Waaqifuyyat Hoti Hai Waha Aati Hai.
(Ahwaal E Akhirat : Safa 17, Lahore Edition)
Scan Page :
Note :
Ab Ghair Muqallid Talib Ur Rehman Aur Zubair Ali Zai Kazzab Wagaira Ke Zimme Hai Ke Wo Is Hadees Ki Nishaandawi Karke Sehat Saabit Kare Warna Seedha Saadhe Musalmaano Ko Apne Bado Ki Tarah Hadees Ke Naam Par Dhoke Dekar Gumrah Karna Chor De.
AQEEDA NO 26 :
BAAZ SAHABA RADIALLAHU ANHU FAASIQ HAIMashoor Ghair Muqallid Aalim Waheed Uz Zamaa Sahaab Likhte Hai :
Ke Kya Pas Wo Shaks Jo Momin Ho Faasiq Ki Tarah Hai Aur Isi Se Maloom Huwa Kar Beshak Sahaba RadiAllahu Anhu Se Baaz Wo Hai Jo Faasiq Hai.Jaise Waalid (Bin Uqba Radi Allahu anhu.) Aur Isi Tarah Kaha Jayega.
Muawiya (Bin Abu Sufiyan RadiAllahu Anhu) Ke Haq Me Aur Amr (Bin A’as Radi Allahu Anhu) Aur Mughira (Bin Shoba Radi Allahu Anhu) Aur Samrah (Bin Jundub Radi Allahu Anhu) Ke Haq Me Aur Sahaba Ke Aadil Hone Ka Matlab Yeh Hai Ke Wo (Nabi ﷺ) Ki Baat Naql Karne Me Saadiq Hai Na Yeh Ke Wo Ma’asoom Hai.
(Nuzulul Abrar : Jild 3 : Safa 94)
Scan Page :
Ghair Muqallideen Ka Sahaba Radi Allahu anhu Ke Mutalliq Yeh Aqeeda Quraan Ul Kareem Aur Ahadees Mutawaatir Ke Saraahatan Khilaaf Hai. Aur Shiyat Ki Waazeh Tarjumaani Hai.
GAIR MUQALLID AUR SHIA BHAI BHAI
AQEEDA NO 27 :
SAHABA RADIALLAHU ANHU MUSHT ZAANI (MASTURBATION) KARTE THENAUZBILLAH
Mashoor Ghair Muqallid Aalim Nawaab Siddiq Hasan Khan Ke Bête Nawab Nurul Hasan Khan Likhte Hai :
Aur Apne Haat Se Mani Nikalne Se Mani Ki Ahadees Saheehh Aur Saabit Nahi Hai Balke Baaz Ahle Ilm Ne Naql Kiya Hai Ke Sahaba Bhi Apne Gharo Se Dur Rehne Ke Waqt Apne Haatho Se Mani Nikalte The. (Nauzbillah) Aur Is Kaam Me Koi Harj Bhi Nahi Hai.
(Arful Jaadi : Safa 207)
Scan Page :
AQEEDA NO 28 :
HAZRAT UMAR RADIALLAHU ANHU KI SAMAJH MOTABAR NAHINauzbillah
Mashoor Ghair Muqallid Aalim Muhammed Junagadi Ek Unwaan Qayaam Karta Hai :
Hazrat Farooq Radi Allahu anhu Ki Samajh Motabar Na Hone. (Nauzbillah)
Aage Phir Unwaan Qaayim Karte Hai
Sahaba Radi Allahu Anhu Diraayat Motabar Nahi
(Shama E Muhammedi : Safa 19)
Scan Page :
Aur Ghair Muqallid Sanaullah Amritsari Sahaab Muhammed Junagadi Ke Hawaale Se Hazrat Umar Radi Allahu Anhu Ke 3 Talaaqo Ke 3 Hone Waale Fatwe Ke Mutalliq Likhte Hai :
“Dosto Agar Isi Par Israar Hai Ke Nahi Hazrat Umar Radi Allahu Anhu. Yeh fatwa Abadul Aabaad [Hamesha] ke liye Shar’ii Taur Par Hi Diya Hai Toh Hum Kehte Hai Phir Aap Aur Hum Use Kyun Maane Hum Farooqi Toh Nahi Muhammedi Hai.
Hum Ne Unka Kalima Toh Nahi Padha Anhazrat ﷺ Ka Kalima Padha Hai.
(Fatawa Sanaaiya : Jild 2 : Safa 252 , Matbu’aa Maktaba Sanaaiya , Sargodha)
Scan Page :
AQEEDA NO 29 :
SAHABA Radi Allahu Anhu KI BAAT KOI HUJJAT NAHI Nauzbillah
Ghair Muqallideen Ke Shaik Ul Kulli Fil Kul Miya Nazeer Hussain Dehelwi Sahaab Likhte Hai :
Toh Yeh Hazrat Ayesha Radi Allahu Anha Apne Fahem Se Farmaati Hai .Aur Fahem E Sahaba Radi Allahu Anhu Hujjat Sharii Nahi Hai…
(Fatawa Naziriya : Jild 1 : Safa 622)
Aur Mashoor Ghair Muqallid Nawab Nurul Hasan Khansahaab Likhte Hai :
Ke Usool Me Yeh Baat Taishuda Hai Ke Sahabi Ka Qaul Hujjat Nahi Hai.
(Arful Jaadi : Safa 101)
Scan Page :
AQEEDA NO 30 :
HAZRAT ALI Radi Allahu Anhu KI KHILAAFAT KHUDSAAKTA AUR AZAB E KHUDAWANDI THAMashoor Ghairmuqallid Hakeem Faizan Aalim Siddiqui Sahaab Likhte Hai :
Aap (Hazrat Ali Radi Allahu Anhu) Ko Ummat Ne Apna Khalifa Muntakhab Nahi Kiya Tha Aap Dunya E Asbaabiyaat Ke Muntakhab Khalifa The.
Isliye Aapki Khudsaakhta Khilaafat Ka 4 Ya 5 Salaa Daur Ummat Ke Liye Ek Azab E Khudwandi Tha…………Aap Ki Shaadat Aalam E Islam Ke Liye Ek Ayat E Rehmat Saabit Huwi.
(Siddiq E Kainaat : Safa 237)
AQEEDA NO 31 :
Ghair Muqallideen (Firqa e Ahle Hadees ) Aalim Ka Fatwa “ Ke Angrezo Se Jihaad Na Jayez Hai “.
Maulana Muhammed Hussain Bataalwi Sahaab Likhte Hai :
Is Masle Aur Uske Dalail Se Saaf Saabit Hota Hai Ke Mulk E Hindustan Bawajood Yeh Ke Isaai Sultanat Ke Qabze Me Hai , Darul-Islaam Hai. Ispar Kisi Badshah Ko Arab Ka Ho Khuwa Ajam Ka , Mehdi Sudaan Ho Ya Khud Hazrat Shah Iraan Ho Khuwa Ameer E Khurasaan Mazhabi
“ LADAAI WA CHADAAI KARNA JAYEZ NAHI HAI “.
(Al Iqtesaad Fii Masail Al Jihaad : Safa 25 )
Scan Page :
Ab Ap Log Hi Bataai Kya Yeh Hazraat Islaam Ke Wafadaar Hai.
AQEEDA NO 32 :
Ahle Hadees Aalim ki Huzur Sallallahu Alaihi Wasallam ki Shaan me Be-Hurmati (Nauzbillah).Mufassir Maulana Muhammed Junagadi Saheb Himmat Karte Huve Likhte Hai :
“Suniye Janaab ! Buruzgo Ki , Mujtahido Aur Imaam Ki Rai , Qiyaas , Ijtehaad , Istambaat Aur Unke Aqwaal Kaha Shariyat E Islaam Me , Toh Khud Nabi E Karim Sallallahu Alaihi Wasallam Bhi Apni Taraf Se Be-Ghair Wahi Ke Kuch Farmaye Toh Wo Bhi Hujjat Nahi “
(Taareq E Muhammedi : 57 )
Scan Page :
Ghair Muqallideen Dil pe Haat Rakhkar Baatao ka yeh Nabi e Karim ﷺ ki Shaan me Be-hurmati nahi hai. Toh Aap Hazraat Kis Muh Kehte Hai ke
” Hum Ahle Hadees (Hadees Waale) hai “.
AQEEDA NO 33 :
HAZRAT AYESHA RADI ALLAHU ANHA BEGHAIR TAUBA KE MARI TOH MURTAD MARI. (Nauzbillah)