Post by Mohammed Aarif Waghoo on Feb 10, 2016 11:10:57 GMT 5.5
Hadees NO:1
MISHKAAT,KITAB UL- JANAA’EEZ,BAABU DDAFAN,SAFA:149
ME HAI KI “JAB AAQA ALAI SALAM NE HAZRAT USMAAN IBNE MAZ’OON RADIALLAHOTAALA ANHO KO DAFAN FARMAYA TO UNKI KABAR K SARHAANE EK PATHARNASAB FARMAYA OR FARMAYA KI . Arbi:”AALAMU BEHAA QABARAA AKHEE WA UDAFINU ILAIHI MAN MAATAA MIN AHALEE” . tarjuma:”HUM ISSE APNE BHAI KI KABAR KA NISHAAN LAGAYENGE OR ISSI JAGAH APNE AHLE BAIT KE MURDO KO DAFAN KARENGE”” .IS HADEES SE MALUM HUA KAAQA ALAI SALAM NE HAZRAT MAZ’OON RADIALLAHOTAALA ANHO KI KABAR PE PATHAR LAGAKAR YE BATAYA KI YE KISIKHAAS KI KABAR HAI OR YEHA AHLEBAIT KO DAFA KARENGE .
HADEES NO:2
#BUKHARI, JILD:1, KITABUL- JANAEEZ,BAAB MAA JAAHAA FEE KABARINNABIYE WA ABEE BAQARIN WA UMAR ME HAI HAZRAT URAWAH RADIALLAHO TAALA ANHO FARMATE HAIKI “WALEED IBNE ABDUL MAALIK KE ZAMANE ME RAUZ-E-RASUL ALLAH SALALAHO TAALA ALAI WASSALAM KI EK DIWAAR GIR GAYI” . “FA’AKHAZU FEEBENAA’EEHI” “SAHABA IKRAM USSE BANNANE ME MASHGUL HUYE”.”FABADAT LAHUM QADAMUN FAFAZA’U WA JANNOO ANNAHAA KADAMUNNABEEYE ALAIHISSALAAMU” “EK QADAM ZAHIR HO GAYA TO LOG GHABRA GAYE OR SAMAJHE KI YEH HUZUR ALAIHISSALAATU WASSALAAM KA QADAM-E-PAK HAI” . “HAZRAT URAWAA RADIALLAHO TAALA ANHO NE KAHA KI “ALLAH KI KASAM YE HUZUR ALAISALAAM KA QADAM NAHI HAI,YEH HAZRAT UMAR-E-FAROOQ RADIALLAHO TAALA ANHO KA QADAM HAI” . IS HADEES SE MALUM HUA KI MAZAAR-E-MUBARA K AAQA ALAI SALAAM KI SAHABA IKRAM NE BANAYI HAI. .
HADEESNO:3
#BUKHARI,JILD:1 , KITABUL- JANA’EEZ
AUR
#MISHKAAT BAABUL- BUKAA ALAL-MAIYAT ME HAI KI .
“HAZRAT IMAM HASANIBNE ALI RADIALLAHO TAALA ANHO KA INTEQAALHO GAYA” “ZARABAT IMRAATUHUL-KUBB ATA ALAA KABAREHEESANATA NA” “TO UNKI BIWI NE UNKI KABAR PAR EK SAALTAK KUBBAA DAALE RAKHA” YE BHI SAHABA IKRAMKE ZAMANA ME SABKI MAUJUD ME HUA.KISI NE INKAAR NAHI KIYA OR UNKI BIWI WAHA EK SAAL TAK RAHI FIR GHAR WAPAAS AAGAYI JESA HADEESME HAI.ISSE BUZURGO KI QABARO PAR MUJAWIRO KA BETHNA BHISAABIT HUA. . HADEES NO:4 HAZRAT ABUJAUZARADIALLAHO TAALA ANHO NE BAYAAN KARTE HAI KI . “EK MARTABA MADINESAKHT SUKHA PAD GAYA,LOGO NE UMMUL MOMINEEN HAZRAT AAISHA RADIALLAHO TAALA ANHO SE SHIKAYATKI” HAZRAT AAISHA RADIALLAHO TAALA ANHO NE FARMAYA”RASUL ALLAH SALALAHO TAALA ALAI WASSALAM KI KABAR-E- ANWAR KO DEKHO OR ISKE THIK UPAR AASMAAN KIJAANIB CHHAT ME SURAAKH KARDO,YEHA TAK KI KABAR-E-ANWAR OR AASMAAN K BICH KOI PARDA NA RAHE” LOGO NE ESA HI KIYA TO IS ZOR KI BAARISH HUYI KI KHUB SABAZA UGAAHARIYAALI CHHAH GAYI OR UTH MOTE HO GAYE YEHA TAK KE INKI CHARBI FATTI JAATI THI OR IS SAAL KO KHUSHALI KASAAL KAHA JAANE LAGA”
[MISHKAAT,BAABUL QARAAMAAT,SAFA: 545] .
IS HADEES SE MAALUM HUA K MERE AAQA SALALAHO ALAI WASSALAMKI MAZAAR-E-MUBARA K PARCHHAT US WAQT BHI MAUJUD THI. AGARMAZAAR BANNANA SHIRK O BIDDAT HOTA TO KYA RASUL-E- AAZAM SALALAHO ALAI WASSALAM K GULAM SHIRK KARTE RAHE BIDDAT KARTE RAHEMAAZALLAH YE MAZAAR PE CHHAT OR YE KUBBA BANNA AGAR SHIRK O BIDDATHOTA TORASUL-E-AAZAM K GULAM KABHI ESA NA KARTE. YE MERE RASUL ALLAHSALALAHO ALAI WASSALAM K SAHABAKA MAZAAR BANNANA IS BAAT KIDALIL HAI KI MAZAAR BANNANA SHIRK O BIDDAT NAHI BALKI RASUL-E- AAZAM KE SAHABA IKRAM KI SUNNAT HAI