|
Post by Mohammed Aarif Waghoo on Feb 12, 2016 13:49:04 GMT 5.5
Allah ﷻ ka Farman e Aali'Shan hai ; NABI ﷺ KI GUSTAKHI KARNE WALA HARAM KI AULAD HAI....
WALID BIN MUGIRA NE HUZUR ﷺ KI SHAAN ME GUSTAKHI KI yaani majnun KAHA JIS SE NABI E PAK ﷺ KO DUKH HUA TO ALLAH TAALA NE CHAND AAYAAT E MUBARAKA NAAZIL FARMA KAR HUZUR ﷺ KO TASALLI WA TASHAFI DI AUR AAYAT E MAZKURA BAALA ME IS GUSTAKH KE NAU(9) AIBON KO BAYAN FARMAYA HAI TTA KE YE BHI ZAAHIR KAR DIYA KE ISS KI ASL WALADUL HARAAM HAI.
JAB YE AAYATEN NAAZIL HUI TO WALID BIN MUGIRA NE APNI MAA SE JAKAR KAHA KE MOHAMMED ﷺ NE MERE ME (9)NAU BAATEN BAYAAN KI HEN IN ME (8)AATHH KO TO MAIN JAANTA HUN LEKIN (9)NAUVIN BAAT Yaani MERI ASL ME KHATA HONA TUJHI KO MALUM HOGA TU MUJE SACH SACH BATADE WARNA MAIN TERI GARDAN MARDUNGA.
USKI MAA NE JAWAB DIYA KE HAAN BETA TERA BAAP NA MARD THA MUJHE FIKR HUI KE WHO MAR JAAEGA TO US KA MAAL DUSRE LOG LE JAAENGE TO MAIN NE EK CHARWAAHE KO BULA LIYA AUR TU USI KE NUTFA SE PAIDA HUA HAI.
ISSI TAFSIR SE MALUM HUWA KE HUZUR ﷺ KI SHAAN E AQDAS ME GUSTAKHI KARNE WALE KE AIBON KO KHULLAM KHULLA BAYAAN KARNA SUNNATE ILAHIYYA HAI, ALLAH TA'ALA KI SUNNAT HAI AUR YE BHI PATA CHALA KE HUZUR ﷺ KI SHAAN E AQDAS ME GUSTAAKHI KARNE WALA HALAAL KI AULAAD SE NAHIN HOTA (QURAAN E MAJID ME HAI: WALADUZZENA) yaani HARAAM KI AULAAD HOTA HAI..
(QUR'AN Paara No.29). (Tafsir E Saawi Jild-4, Safa.198) ...
|
|
Sultan Rzaa hashmati
Guest
|
Post by Sultan Rzaa hashmati on Jan 23, 2019 16:03:21 GMT 5.5
Besaq IS me koi saq nahi...
|
|
Sultan Rzaa hashmati
Guest
|
Post by Sultan Rzaa hashmati on Jan 23, 2019 16:04:46 GMT 5.5
Besaq IS me koi saq nahi...
|
|
|
Post by Siraj Razvi on Jul 13, 2023 1:58:44 GMT 5.5
Haq hai
|
|